Paise Ka Khel Nirala Lyrics – Asha Bhosle, Mohammed Rafi
Re paise ka khel niraala
O paise ka khel niraala
Niraala re paise ka khel niraala
Sone ka hai yeh naati
Chaandi ka hai saathi
Sone ka hai yeh naati
Chaandi ka hai saathi
Yeh chaabi aise pyaare jo
Khole har taala
Paise ka khel niraala niraala re
Paise ka khel niraala
Sone ka hai yeh naati
Chaandi ka hai saathi
Yeh chaabi aise pyaare jo
Khole har taala
Paise ka khel niraala niraala re
Paise ka khel niraala
Yaari kare toh hasaaye
O ruthe toh bhukha sulaaye
Yaari kare toh hasaaye
O ruthe toh bhukha sulaaye
Naam isi ka hai daata
Hai yahi toh vidhaata
Naam isi ka hai daata
Hai yahi toh vidhaata
Are paise bina ghume nahi
Jogi ki maala
Paise ka khel niraala niraala re
Paise ka khel niraala
Sone ka hai yeh naati
Chaandi ka hai saathi
Yeh chaabi aise pyaare jo
Khole har taala
Paise ka khel niraala niraala re
Paise ka khel niraala
Duniya isi pe khadi hai
Daulat se chaahat badi hai
Duniya isi pe khadi hai
Paisa aata jaata hai
Isaka kisase naata hai
Paisa aata jaata hai
Isaka kisase naata hai
Are pyaar kare sabake
Jivan mein ujaala
Are paise ka khel niraala niraala re
Paise ka khel niraala
Sone ka hai yeh naati
Chaandi ka hai saathi
Yeh chaabi aise pyaare jo
Khole har taala
Paise ka khel niraala niraala re
Paise ka khel niraala
Aisa yeh nuska hai jaani
O budhe pe laaye jawaani
Aisa yeh nuska hai jaani
O budhe pe laaye jawaani
Chhota hai yeh jitana
Utana hi hai yeh fitana
Chhota hai yeh jitana
Utana hi hai yeh fitana
Are kadaki waala mann ki maare
Naache dhanwaala
Paise ka khel niraala niraala re
Paise ka khel niraala
Sone ka hai yeh naati
Chaandi ka hai saathi
Yeh chaabi aise pyaare jo
Khole har taala
Paise ka khel niraala niraala re
Paise ka khel niraala.