Paigham Qayamat Ka Lyrics – Krishna Kalle, Mohammed Rafi, Manna Dey, Preeti Sagar
Qatil ne de diya
Sajde mein sar jhuka ke
Mere dil mein le liya
Itni si iltiza hai
Itni si iltiza hai
Itni si iltiza hai
Meri mere yaar se
Jaan bhi le lena magar
Lena pyar se
Jaan bhi le lena magar
Lena pyar se
Itni si iltiza hai
Itni si iltiza hai
Meri mere yaar se
Jaan bhi le lena magar
Lena pyar se
Jaan bhi le lena magar
Lena pyar se
Kisne kaha ki or kahi
Ja raha hu main
Teere nazar ke samne
Khud aa raha hu main
Meri nazar se pyar bhi
Kab hai huzur ko
Aadab bajata hu husn
Ke garur ko
Is kamsini mein aapke
Tewar kamal hai
Pahli kiran ka ya khuda
Kaisa jalal hai
Is julf par maru ke
Maru is ubhar hu
Wallah chala ja raha
Hu kis utar par
Ya rab juda na karna
Ya rab juda na karna
Ya rab juda na karna
Mujhe is khumar se
Jaan bhi le lena magar
Lena pyar se
Jaan bhi le lena magar
Lena pyar se
Aakhir naseeb ho hi
Gayi aapki nazar
Kat lungi sokh se
Main yeh luti umar
Deed mili aapki yeh
Meri shan hai
Nachiz chadi bandagi
Mein bejuban hai
Beshak huzur aapki
Bohe tani rahe
Jaisi bhi garib pe najre
Bani rahe
Julmo ke dam pe aapki
Lungi balaye main
Has has ke sitamgar ko
Bhi dungi duaye main
Shikwa nahi karungi
Shikwa nahi karungi
Shikwa nahi karungi
Parwardgar se
Jaan bhi le lena magar
Lena pyar se
Jaan bhi le lena magar
Lena pyar se
Sau bar mubarak ho
Mujhe aapka sahar
Aankho se pilaye to
Pila dijiye jahar
Shyad yahi sarur
Mukaddar sawar pe
Husn par chade huye
Parde utar de
Andaz ada naz nakhre
Bane rahe
Haye hampe husn ke
Katre bane rahe
Aaho mein meri aayiye
Ya mujhko lijiye
Muskayiye jhunjhlaiye
Par kuch to kijiye
Daman nahi chhudana
Daman nahi chhudana
Daman nahi chhudana
Is dil bekarar pe
Jaan bhi le lena magar
Lena pyar se
Jaan bhi le lena magar
Lena pyar se.