Pahali Nazar Men Dari Thi Lyrics – Mohit Chauhan, Sunidhi Chauhan
Dusari me bhi darr gayi re
Sisaki me jo saans bhari thi
Ishq se mujhako bhar gayi re
Dikhaaye toh woh pistol
Kiye the jisne tukde mere
Mar mar ke jiya tha
Sadmo ne dale tey gaeher
Bhar gayi usaki aankhe sun
Ke aankhe micholi ho gayi re
Thanks baabu baabu thanks
Thanks jo boli thanks toh
Baabu ko bekabu kar gayi re
Aashik tha me paiso ka
Asli nakli chehro ka
Khun bhare dabbo ka
Bhi to shero ka
Rang ka narag ka ulate
Sidhe faasalo ka
Baabu kaha hai tu woh
Woh woh le ja raha hai mujhe
Baabu nikal ja na tu chhoda na
Tu mere dil aye fasa na tu
Road par likhna
Pyaar ka afsaana re
Pehli najar me darri thi
Dusari me bhi darr gayi re
Ishq mangta me apano ka
Dushman ka sapano ka
Dushman tha mai suraj ka
Dushman tha me khushiyo ka
Na darr nahi na ghar nahi
Dukh dard ka rahi tha
Baabu kasam hai tumko
Dard tu hi hai mera mard
Tu hai jaha wahi hai
Mera sara jahaan ek
Jaan hai ham ek jaan
Kasam tujhe hai road ki
Road se na hut jaana re
Pehli najar me darri thi
Dusari me bhi darr gayi re
Sisaki me jo saans bhari thi
Ishq se mujhako bhar gayi re
Dikhaaye toh woh pistol
Kiye the jisane tukde mere
Mar mar ke jiya tha sadmo
Ne daale the gaeher
Bhar gayi usaki aankhe
Sun ke aankhe micholi ho gayi re
Thanks baabu baabu thanks
Thanks jo boli thanks toh
Baabu ko bekabu kar gayi re.