Paas Hum Dur Wo Lyrics – Raghav Sachar
Bekhabar tujhse
Me poochoon zara
Ye raat hai zulfon
Ka hai ye nasha
Humsafar haye
Teri ye ada
Ye nazar ye
Husna ki shokiyan
In lamhon main
Zindagi bhar le
Aankhon se
Bandagi karele
In lamhon main
Zindagi bhar le
Aankhon se
Bandagi karele
Yun na dil ko tarsa
Paas hum door wo
Kya khata kar gaye
Dekh ke khuaf se
Aaj hum dar gaye
Pyaar hi pyaar main
Kya gazab kar gaye
Kya kare kya na kare
In fasalon se mar gaye
Jaaneman tarse
Hain ye akhiyaan
Wo makhmali
Badan sharmo haya
Humdam mere nazdik aa
Rut hai javan yun na tadapa
In khabon ko dilkasheen kar de
Honthon mein tu nami bhar de
In khabon ko dilkasheen kar de
Honthon mein tu nami bhar de
Yun na dil ko tarsa
Paas hum door wo
Kya khata kar gaye
Dekh ke khauf se
Aaj hum dar gaye
Pyaar hi pyaar main
Kya gazab kar gaye
Kya kare kya na kare
In fasalon se mar gaye
Ankhon se bandagi kar le
In khawabon ko dilkasheen kar de
Honthon main tu nami bhar de
Ab to aa meri jaan aa
Paas hum door wo
Kya khata kar gaye
Dekh ke khauf se
Aaj hum dar gaye
Pyaar hi pyaar main
Kya gazab kar gaye
Kya kare kya na kare
In fasalon se mar gaye
Paas hum door wo
Kya khata kar gaye
Dekh ke khauf se
Aaj hum dar gaye
Pyaar hi pyaar main
Kya gazab kar gaye
Kya kare kya na kare
In fasalon se mar gaye.