O Mere Sajan Barsat Mein Aa Lyrics – Lata Mangeshkar, Mahendra Kapoor
Oo sagar me kaisa hai shor
Chhayi hai ghata ghanghor
Ek lahar hai aati, ek lahar hai jati
Aane jane me lahar ek hi git sunati
Oo mere sajan barsat me aa
Oo mere sajan barsat me aa
Savan ki andheri rat me aa
Oo mere sajan barsat me aa
Oo mere sajan barsat me aa
Jhumke barsa pani re tutke barsa pani re
Jhumke barsa pani re tutke barsa pani re
Savan ki, savan ki andheri rato me
Mai kya janu kya hota hai
Oye mai kya janu kya hota hai
Mai roti hu dil rota hai
Mai roti hu dil rota hai
Aur sathi bhi badal rota hai
Barsat aayi barsat me aa
Savan ki andheri rat me aa
Oo mere sajan barsat me aa
Oo mere sajan barsat me aa
Oo pani re,
Pani ek kahani re aankh se bahta pani re
Pani ek kahani re aankh se bahta pani re
Tujhse teri yaad hi achhi hai
Jo mujhse sharmati hi nahi
Tujhse teri yaad hi achhi hai
Jo mujhse sharmati hi nahi
Tu jake kabhi aata hi nahi
Tu jake kabhi aata hi nahi
Yaad aake kabhi jati hi nahi
Barsat kahe barsat me aa
Savan ki andheri rat me aa
Oo mere sajan barsat me aa
Oo mere sajan barsat me aa
Savan ki andheri rat me aa
Oo mere sajan barsat me aa
Oo mere sajan barsat me aa
Oo mere sajan barsat me aa
Chhayi hai ghata ghanghor
Oo sagar me kaisa hai shor.