O Mere Rabba Lyrics

in

"O Mere Rabba" Song Details:

Movie: Dhaai Akshar Prem Ke (2000)
Singer(s):Anuradha Paudwal, Krishnakumar Kunnath (K.K)
Lyricist(s):Sameer
Composer(s):Jatin Pandit, Lalit Pandit
Music Director(s):Jatin Pandit, Lalit Pandit
Genre(s):Sad
Director(s):Raj Kanwar
Music Label:© T-Series
Starring:Abhishek Bachchan, Aishwarya Rai Bachchan, Amrish Puri, Anupam Kher, Shakti Kapoor, Sushma Seth, Harish Patel, Dalip Tahil, Himani Shivpuri
Release on:17th October, 2000

O Mere Rabba Lyrics – Anuradha Paudwal, Krishnakumar Kunnath (K.K)

O mere rabba dil kyun banaaya
Tanhaai se kyun tadapana sikhaya
O mere rabba dil kyun banaaya
Tanhaai se kyun tadapana sikhaya
Kaisi hai teri khudaai
Koyi sune na duhaai
Ho gayi kya khata lut gaye
Ho gayi kya khata lut gaye
O mere rabba dil kyun banaaya
Tanhaai se kyun tadapana sikhaya

lyricsbogie.com
Kaun hai dil ke paas
Jo dhadkane sun raha
Dur se meri maang mein
Chaandani bun raha
Bite huye lamhe yaad na
Kar ai ishq hamein barbaad na kar
Ashkon ke samandar sukh
Gaye abb milne ki fariyaad na kar
Dard ka aalam thehra
Dur talak hai sehra
Pyaar ke har nishaan mit gaye
Ho gayi kya khata lut gaye
O mere rabba dil kyun banaaya
Tanhaai se kyun tadapana sikhaya

Jism toh bejaan hai
Tere bin tere bin
Roshani se hai juda
Mere din mere din
Dil woh nagar hai jo
Basata nahi ujadake
Pachhataayega ya rab
Tu yeh basti ujaadake
Kabhi ranjish kabhi shikave
Kabhi mannat kabhi naale
Kiya na ishq tu bhala
Kaise is dard ko jaane
Chot jigar ne khaayi
Honton tak aah na aayi
Chaahaton ke diye bujh
Gaye ho gayi kya khata lut gaye
O mere rabba dil kyun banaaya
Tanhaai se kyun tadapana sikhaya
Kaisi hai teri khudaai
Koyi sune na duhaai
Ho gayi kya khata lut gaye
Ho gayi kya khata lut gaye.

O Mere Rabba Lyrics PDF Download
Print PDF      PDF Download

never miss latest songs lyrics.

Sign up to receive an email whenever we post latest hindi song lyrics.

100% No Spamming.