O Mere Hamraahi Kyun Lyrics – Mukesh Chand Mathur (Mukesh)
Shaam dhali aur nikle hai taare
Aaja re chand aaja nadiya kinaare
Tujh bin akele jee na sakenge
Ro ro marenge nain hamare
Tera man ghabhraaye
Ab yeh saath na chhootega
Chhahe jag bairi ho jaaye
O mere hamraahi kyoon
Tera man ghabhraaye
Ab yeh saath na chhootega
Chhahe jag bairi ho jaaye
O mere hamraahi
Jeevan ke andhiyaaron mein
Main deepak aur tu jyoti
Jeevan ke andhiyaaron mein
Main deepak aur tu jyoti
Yug yug se hai sang hamara,
Yug yug se hai sang hamara,
Ho seep mein jaise moti
O mere hamraahi kyoon
Tera man ghabhraaye
Ab yeh saath na chhootega
Chhahe jag bairi ho jaaye
O mere hamraahi
Jab tak sansaar rahega
Mera tujh se pyaar rahega
Jab tak sansaar rahega
Mera tujh se pyaar rahega
Har janam mein mujhko tera
Har janam mein mujhko
Tera yoon hi intezaar rahega
O mere hamraahi kyoon
Tera man ghabhraaye
Ab yeh saath na chhootega
Chhahe jag bairi ho jaaye
O mere hamraahi
Ulfat ka saath na toote,
Ye saaz bajaate rahna
Ulfat ka saath na toote,
Ye saaz bajaate rahna
Awaaz mein meri hardam
Awaaz mein meri hardam
Awaaz milate rahena
O mere hamraahi kyoon
Tera man ghabhraaye
Ab yeh saath na chhootega
Chhahe jag bairi ho jaaye
O mere hamraahi.