O Jaan-E-Man Lyrics – Asha Bhosle, Kishore Kumar
Zindagi hai zine ke liye
Yaad kare ye duniya aise ji
Ha kya
Oo janeman, oo janeman
Zindagi hai zine ke liye
Yaad kare ye duniya aise ji
Ha kya, oo janeman
Jaha bhi achhi surat ho dil baitho
Achha, koi bhi sundar murat ho
Dil de baitho
Surat dokha de jaye to kya kar loge
Phul jo kanta ban jaye to kya kar loge
Oo jo bhi hoga wo dekha jayega oo na na
Oo jaanemen, oo jaanemen
Zindagi hai zine ke liye
Yaad kare ye duniya aise ji
Ha kya, oo janeman
Ek bar hi mile zindagi aish kiye ja
Waha waha
Shok hasino ki aankho se jam piye ja
Jam agar jaharila ho to kya pi loge
Nagan koi dash legi to kya ji loge
Oo jo bhi hoga wo dekha jayega oo na na re
Oo jaanemen, oo jaanemen
Zindagi hai zine ke liye
Yaad kare ye duniya aise ji
Ha kya, oo janeman
Oo jaanemen, oo jaanemen
Oo jaanemen, oo jaanemen.