O Insan Bade Insan Lyrics – Khan Mastana
O insaan bade insaan
O insaan bade insaan
Aa tujhe kya dikhalau
Apne ko pehchan
Apne ko pehchan
Bade insaan
O insaan bade insaan
Chand sitare dharti ko tu
Kahe hai mata mata
Chand sitare dharti ko tu
Kahe hai mata mata
Samay pade par mata ko bhi
Bech ke hai kha jata
Desh bara pedo ko gyani
Desh bara pedo ko gyani
Janam jaha ho pate hai
Khud dharti ki chanv dekar
Dhoop mein khud jal jate hai
Dhoop mein khud jal jate hai
Ye hai maa ka maan
Ye hai maa ka maan
Bade insaan
O insaan bade insaan
O insaan
Tujhse to dhanwan hai chidiya
Jo chahe keh jati hai
Jinki baat tere hotho par
Aane se sharmati hai
Duniya bhar ke janwaro ki
Duniya bhar ke janwaro ki
Ek hi jaisi bhasha hai
Tu urdu aur hindi ke
Jagdo mein samay ganwata hai
Jagdo mein samay ganwata hai
Wah mere vidhwan
Wah mere vidhwan
Bade insaan
O insaan bade insaan
O insaan…
Maan liya is dharti tum
Aapas mein takrate hai
Maan mein liya jungle ke panchi
Aapas mein ladh jate hai
Unke rain basera ka
Unke rain basera ka
Sar tinka hil nahi pata hai
Aur tu raam rahim se ladhkar
Ghar ko aag lagata hai
Ghar ko aag lagata hai
Ja bharat ki shaan
Ja bharat ki shaan
Bade insaan
O insaan bade insaan
O insaan bade insaan.