O Hasina Sambhal Lyrics – Geeta Ghosh Roy Chowdhuri (Geeta Dutt), Ramchandra Narhar Chitalkar (C. Ramchandra)
O hasina o hasina
O hasina sambhal
Sambhal ke chal
Sambhal ke chal
Pad naa jaaye
Kamar me bal
Kamar me bal
Hasina sambhal
Sambhal ke chal
Sambhal ke chal
Pad naa jaaye
Kamar me bal
Kamar me bal hasina
Bachaa ke rakh lo apna dil
Nazar se kar dungi bismil
Nazar se kar dungi bismil
Nishaane par hai meradil
Chala le tir o qaatil
Pyaar ki mushkil
Kar de hal kar de hal
Hasina sambhal
Sambhal ke chal
Sambhal ke chal pad naa jaaye
Kamar me bal kamar me bal
Hasina sambhal re
Jalaa ke khaaq kar dungi
Baap ri mai qissaa paak kar dungi
Mai deewana hun parwana
Mujhe aataa hai jal jaanaa
Ijaazat ho to jaaun jal jaaun jal
Hasina sambhal sambhal ke chal
Sambhal ke chal pad naa jaaye
Kamar me bal kamar me bal hasina
Bade ho zid ke tum pakke
Chhudaa dungi magar chhakke
Achchhaa bade ho zid ke
Tum pakke chhudaa dungi
Magar chhakke are judaa ho
Tan se sar mera
Magar na chhodun dar tera
Ke mera ishq hai
Yun paagal hai paagal
Hasina sambhal
Sambhal ke chal
Sambhal ke chal pad naa jaaye
Kamar me bal kamar me bal hasina.