O Duniya Ke Maalik Ram Lyrics – Hemanta Kumar Mukhopadhyay
O duniya ke maalik raam
Teri marzi ke ham hai ghulaam
O duniya ke maalik raam
Teri marzi ke ham hai ghulaam
Tujhe laakho pranaam
Koti koti pranaam
Teri marzi ke ham hai ghulaam
Teri hi ichha se ham jag me aate
Kuchh din me hans
Ro ke phir chale jaate
Teri hi ichha se ham jag me aate
Kuchh din me hans
Ro ke phir chale jaate
Sadiyo se chalta hai
Ye aana jaana
Sadiyo se chalta hai
Ye aana jaana
Ye jeene marne ka kaam
O duniya ke maalik raam
Teri marzi ke ham hai ghulaam
Chaahe jita de hara de chahe de
Tu jisme raazi ham usme raazi
Tu jisme raazi prabhu
Ham usme raazi
Tera sukh bhi prabhu
Tera dukh bhi prabhu
Jo bhi dena ho de de inaam
O duniya ke maalik raam
Teri marzi ke ham hai ghulaam
Tere hotho par jhukha taara taara
Muthhi me teri hai bramhaand saara
Tujhpe kisi ka bhi kaabu nahi prabhu
Tujhpe kisi ka bhi kaabu nahi
Tere haatho me sabki lagaam
O duniya ke maalik raam
Teri marzi ke ham hai ghulaam
O duniya ke maalik raam
Teri marzi ke ham hai ghulaam
Pandurang pandurang o pandurang
Pandurang o pandurang pandurang
O pandurang pandurang pandurang
O pandurang pandurang pandurang
Pandurang pandurang pandurang
Pandurang pandurang pandurang
Pandurang pandurang pandurang
Pandurang pandurang pandurang
Pandurang pandurang pandurang.