O Dharti Tarse Lyrics – Amitabh Bachchan, Richa Sharma
Bagh ko janam denewala baghban
parivar ko janam denewala pita
Dono hi apne khun pasine se
apne poudho ko sinchte hain
Naa sirf apne ped se usake
Saye se bhi pyar karte hain
Kyun ki use ummid hai ek roj
Jab woh jindagi se thak jayega
Yahi saya usake kam aayega
Barse rut aaye rut jaye hay
Har mausam ki khushbu
Chunke baghban bagh sajaye
Bagho ke har phul ko
Apnaa samjhe baghban
Bagho ke har phul ko
Apnaa samjhe baghban
Har ghadi kare rakhwali patti
Patti dali dali sinche baghban
Bagho ke har phul ko
Apnaa samjhe baghban
Bagho ke har phul ko
Apnaa samjhe baghban
Har ghadi kare rakhwali patti
Patti dali dali sinche baghban
Baghban rab hai baghban
Baghban rab hai baghban
Baghban rab hai baghban
Baghban rab hai baghban
O madhuban ki bahar le aaye
Mausam rite rite
Hay mausam rite rite
Janam janam ki trishna bujh gayi
Birha ke kshan bite hay
Birha ke kshan bite
Phir se sajaye bhikhre
Apne sapne baghban
Phir se sajaye bhikhre
Apne sapne baghban
Baghban rab hai baghban
Baghban rab hai baghban
Baghban rab hai baghban
Baghban rab hai rab hai baghban
O ungali thamke jin birhan
Ko hamne dikhayi rah
Mat pita ki unke mann
Me tanik nahi parvah O
Ansuan bhar naino se
Inko dekhe baghban
Ansuan bhar naino se
Inko dekhe baghban
Baghban rab hai baghban
Baghban rab hai baghban
Baghban rab hai baghban
Baghban rab hai baghban
O kisne dukh ki agni
Dali banjar ho gaye khet
O hari bhari jivan baghiya
Se udne lagi hai ret
Kya boya tha aur kya
Kata soche baghban
Kya boya tha aur kya
Kata soche baghban
Baghban rab hai baghban
Baghban rab hai baghban
Baghban rab hai baghban
Baghban rab hai rab hai baghban
O yahi sochke sanse likh
Di inn phulan ke nam
Inki chhaniya chhaniya
Bite umrr ki dhalti sham
Gunche hardam hi
Muskaye chahe baghban
Gunche hardam hi
Muskaye chahe baghban
Har ghadi kare rakhwali patti
Patti dali dali sinche baghban
Baghban rab hai baghban
Baghban rab hai rab hai rab
Hai rab hai rab hai baghban
Woh suraj hai layi jisne
Dhup aangan aangan me
Kyun hai akelepan kaa
Andhera aaj usi ke daman me
Kya chaha tha aur kya
Paya soche baghban
Kya chaha tha aur kya
Paya soche baghban
Baghban rab hai baghban
Baghban rab hai baghban
Baghban rab hai baghban
Baghban rab hai baghban
Baghban baghban.