Nikla Neem Ke Talese Nikla Lyrics – Anuradha Paudwal, Kavita Krishnamurthy, Roop Kumar Rathod
He nikla rahu ke gale se nikla
Nikla neem ke talese nikla
He nikla rahu ke gale se nikla
O pital ke thali se pipal ke
Dali se gol mol chand fisla
Nikla neem ke talese nikla
He nikla rahu ke gale se nikla
Nikla neem ke talese nikla
He nikla rahu ke gale se nikla
O pital ke thali se pipal ke
Dali se gol mol chand fisla
Badalo ke dher mein
Pala tha bhiga khada tha
Ar ar chandoba ar ar chandoba
Sham se talav mein naha
Ke gila gila bhiga khada tha
Maine hi uthaya uthake
Apni anguthi mein chadha tha
Hath se gira ai g ghumke fira
Worker hai vardi pe dhabbe hai
Tel ke karkhane se nikla
Nikla re nikla karkhane se nikla
Fisla gol mol chand fisla
Rat ka dakait hai chor hai
Subah se katrata hai
Ar ar chandoba ar ar chandoba
Chor nahi darpok hai
Subahse katrata hai
Itne andhere nikle hai
Roshni se ghabrata hai
Pagli hai re panna
Are haske dikha hasna
Rat ka khudari hai dil ka
Shikari hai chand bada badla
Are pagla nikla neem ke
Talese nikla ji re
Nikla rahu ke gale se nikla
O pital ke thali se pipal ke
Dali se gol mol chand fisla nikla.