Nihaal Ho Gayi Lyrics – Shankar Mahadevan
Seedhi sapat zindagi, bawal ho gayi,
Seedhi sapat zindagi, bawal ho gayi,
Ho teri ek nazar se, hoho.. teri ek nazar se.. hoho..
Teri ek nazar se, zindagi nihaal ho gayi,
Nihal ho gayi, nihal ho gayi,
Teri ek nazar se, zindagi nihaal ho gayi..
Aaahhh… aaaa…. Aaahhh… aaaa….
Aaahhh…aaaa….Aaahhh…aaaa….
Aaaaaaa….
Jisko mein bheedh kehta tha, wo loge ho gaye,
Jisko sadak samajhta tha, wo raah ho gayi,
Chamtki aasmaan mein gole cheez, chaand ho gayi, hooo
O teri ek nazar se, o teri ek nazar se..
Daaliyon mein jhumte wo rang, phool ho gayi,
Khushbuon se saans-saans malamaal ho gayi..
Ho teri ek nazar se, zindagi nihaal ho gayi,
Nihal ho gayi, nihal ho gayi..
Teri ek nazar se, zindagi nihaal ho gayi
Nihaal…Nihaal…
Nihaal…Nihaal…
Nihaal…Nihaal…
Ek hawa jo paas aayi to, jhokha kahan usse,
Pani jo barasne laga, rimjhim kahan usse,
Hothon ke modne ko muskurahte kahan,
Ooooo…
O teri ek nazar se, o teri ek nazar se,
Badla mahina, to naya mausam kaha usse,
Sur naya naya , nayi nayi si taal ho gayi..
Ho teri ek nazar se, zindagi nihaal ho gayi..
Nihal ho gayi, nihal ho gayi..
Teri ek nazar se, zindagi nihaal ho gayi
Hooooooo…
Seedhi sapat zindagi, bawal ho gayi,
Seedhi sapat zindagi, bawal ho gayi..
Ho teri ek nazar se, zindagi nihaal ho gayi..
Nihal ho gayi, nihal ho gayi..
Teri ek nazar se, ho teri ek nazar se..
O teri ek nazar se..
zindagi nihaal ho gayi