Ni Baliye Rut Hai Bahaar Ki Lyrics – Lata Mangeshkar, Mukesh Chand Mathur (Mukesh)
Ni baliye rut hai bahaar ki
Ni baliye rut hai bahaar ki
Sun chanave rut hai bahaar ki
Dekho aaye mor leke doli pyar ki
Kuchh mat puchho kaise
Biti ghadiya inetzar ki
Ni baliye rut hai bahaar ki
Sun chanave rut hai bahaar ki
Aakhir sun li manamohan ne
Mere mann ki boli ho
Ab jakar hamko pahachani
Unki nazare bholi sakhi
Ghadi aa gayi mere sigar ki
Solah singaar ki
Ni baliye rut hai bahaar ki
Sun chanave rut hai bahaar ki
Kuchh mat puchho kaise
Biti ghadiya intezar ki
Ni baliye rut hai bahaar ki
Sun chanave rut hai bahaar ki
Maine kaha sach hoga ho
Ham pahle din jan gaye the
Kaise kya kab hoga
Sun lo ye sargam
Dil ke sitar ki dil ke sitar ki
Ni baliye rut hai bahaar ki
Sun chanave rut hai bahaar ki
Kuchh mat puchho kaise
Biti ghadiya intezar ki
Ni baliye rut hai bahaar ki
Sun chanave rut hai bahaar ki
Raat raat bhar socha tumko
Kaise paas bulaau ho
Dwar khade tum laaj lage ab
Samane kaise aau ho
Kabhi ikraar ki kabhi inkaar ki
Kabhi inkar ki
Ni baliye rut hai bahaar ki
Sun chanave rut hai bahaar ki
Kuchh mat puchho kaise
Biti ghadiya intezar ki
Ni baliye rut hai bahaar ki
Sun chanave rut hai bahaar ki
Ni baliye rut hai bahaar ki
Sun chanave rut hai bahaar ki
Ni baliye rut hai bahaar ki
Sun chanave rut hai bahaar ki
Ni baliye rut hai bahaar ki
Sun chanave rut hai bahaar ki.