नज़र में बिजली अदा में शोले Nazar Mein Bijli Ada Mein Shole Lyrics

in

“Nazar Mein Bijli Ada Mein Shole Hindi Lyrics | नज़र में बिजली अदा में शोले”, is a Hindi song from the Indian film Prince (1969). The song has been sung by Mohammed Rafi. The music of the song is composed by Shankar-Jaikishan and the lyrics are penned by Farooq Qaiser. The film is directed by Lekh Tandon and stars Vyjayanthimala, Shammi Kapoor, Ajit and Rajendra Nath.

"Nazar Mein Bijli Ada Mein Shole" Song Details:

Movie: Prince (1969)
Singer(s):Mohammed Rafi
Lyricist(s):Farooq Qaiser
Music Director(s):Shankar-Jaikishan
Genre(s):Masti
Director(s):Lekh Tandon
Music Label:© Saregama
Starring:Vyjayanthimala, Shammi Kapoor, Ajit, Rajendra Nath
Release on:1st January, 1969

Nazar Mein Bijli Ada Mein Shole Lyrics – Mohammed Rafi

नज़र में बिजली अदा में शोले
जनाब-ए-आली मैं सदके जावां
ज़रा पलट के इधर तो देखो
ज़रा पलट के इधर तो देखो
ओ गुस्से वाली मैं सदके जावां

नज़र में बिजली अदा में शोले
जनाब-ए-आली मैं सदके जावां
ज़रा पलट के इधर तो देखो
ज़रा पलट के इधर तो देखो
ओ गुस्से वाली मैं सदके जावां

कभी तो हमको सलाम कर लो
कभी तो पूछो के हाल क्या है
कभी तो हमको सलाम कर लो
कभी तो पूछो के हाल क्या है
ये हुस्न तुमको दिया खुदा ने
तुम्हारा इस में कमाल क्या है

नज़र में बिजली अदा में शोले
जनाब-ए-आली मैं सदके जावां
ज़रा पलट के इधर तो देखो
हाँ ज़रा पलट के इधर तो देखो
ओ गुस्से वाली मैं सदके जावां

तेरा ये आशिक़ तेरा दीवाना
ज़माने भर से जुदा है प्यारे
तेरा ये आशिक़ तेरा दीवाना
ज़माने भर से जुदा है प्यारे
लबों पे मेरे जो आ गई है
वो तेरे दिल की सदा है प्यारे
नज़र में बिजली अदा में शोले
जनाब-ए-आली मैं सदके जावां
ज़रा पलट के इधर तो देखो
हाय ज़रा पलट के इधर तो देखो
ओ गुस्से वाली मैं सदके जावां

गुरुर तेरा मैं तोड़ दूँगा
ये नाज़ तेरा नहीं सहूंगा
गुरुर तेरा मैं तोड़ दूँगा
ये नाज़ तेरा नहीं सहूंगा
जो प्यार से तू ये जान मांगे
कसम खुदा की में जान दूंगा
नज़र में बिजली अदा में शोले
जनाब-ए-आली मैं सदके जावां
ज़रा पलट के इधर तो देखो
ज़रा पलट के इधर तो देखो
ओ गुस्से वाली मैं सदके जावां.

Nazar mein bijli ada mein shole
Janaab-e-aali main sadake jawaan
Zara palat ke idhar to dekho
Zara palat ke idhar to dekho
O gusse wali main sadake jawaan

Nazar mein bijli ada mein shole
Janaab-e-aali main sadake jawaan
Zara palat ke idhar to dekho
Zara palat ke idhar to dekho
O gusse wali main sadake jawaan

Kabhi to humko salam kar lo
Kabhi to poocho ke haal kyaa hai
Kabhi to humko salam kar lo
Kabhi to poocho ke haal kyaa hai
Ye husn tumko diya khuda ne
Tumhara is main kamal kyaa hai

Nazar mein bijli ada mein shole
Janaab-e-aali main sadake jawaan
Zara palat ke idhar to dekho
Haan zara palat ke idhar to dekho
O gusse walii main sadake jawaan

Tera ye aashiq tera deewana
Zamane bhar se juda hai pyaare
Tera ye aashiq tera deewana
Zamane bhar se juda hai pyaare
Labon pe mere jo aa gai hai
Wo tere dil ki sada hai pyaare
Nazar mein bijli ada mein shole
Janaab-e-aali main sadake jawaan
Zara palat ke idhar to dekho
Haay zara palat ke idhar to dekho
O gusse wali main sadake jawaan

Gurur tera main tod dunga
Ye naaz tera nahi sahunga
Gurur tera main tod dunga
Ye naaz tera nahi sahunga
Jo pyaar se tu ye jaan mange
Kasam khuda ki me jaan dunga
Nazar mein bijli ada mein shole
Janaab-e-aali main sadake jawaan
Zara palat ke idhar to dekho
Zara palat ke idhar to dekho
O gusse vaalii main sadake jawaan.

Nazar Mein Bijli Ada Mein Shole Lyrics PDF Download
Print PDF      PDF Download

never miss latest songs lyrics.

Sign up to receive an email whenever we post latest hindi song lyrics.

100% No Spamming.