Naye Daur Ka Dekho Logon Lyrics – Alka Yagnik, Anand Shrivastav
Naye daur ka dekho logon
Naye daur ka dekho logon
Naya naya phanda
Kisi mein koi haya rahi na
Kisi mein koi laaz
Naye daur ka dekho logon
Naye daur ka dekho logon
Naya naya phanda
Kisi mein koi haya rahi na
Kisi mein koi laaz
Haye, laaz
Mohe aayi na, mohe aayi na
Jag se laaz main
Aise jham ke nachi aaj
Ki sandil ki sandil
Ki sandil tut gaye, ki sandil tut gaye
Mohe aayi na jag se laaz main
Aise jham ke nachi aaj
Ki sandil tut gaye, ki sandil tut gaye
Ki sandil tut gaye, ki sandil tut gaye
Bhade ka sandil pahani
Bade ka sandil pahani hain
Mang ke laayi haar
Lagta hai ye cheese isko
Mili hai pahale baar
Bhade ka sandil pahani hain
Mang ke laayi haar
Lagta hain ye cheese isko
Mili hai pahale baar
Bhade ka lekin ye to apna hain
Chandi jaisa roop hain mera
Sone jaise baal
Bas main hi dhanwaan hoon logon
Ye kadka kangaal
Ye kadka kangaal
Chandi jaisa rup hai mera
Sone jaise baal
Bas main hi danwaan hoon logon
Ye kadka kangaal
Ho o ye kadka kangaal
Iske sare purje dheele
Iske sare purje dheele
Bejaa hua kharab
Apna hosh gavaa baiti hain
Pee hai bahut sharab
Iske sare purje dheele
Bejaa hua kharab
Apna hosh gavaa baiti hain
Pee hai bahut sharab
Are abhi pee kaha hain jaani
Aage aage dekh
La pila, la pila de sathiya
Paimana paimane ke baad
La pila de sathiya
Paimana paimane ke baad
Pyar main tujhko karungi
Beech aa jane ke baad
La pila de sathiya
Paimana paimane ke baad
Pyar main tujhko karungi
Beech aa jane ke baad
La pila de re sathya
Yaaro isko chadh gayi jayada
Yaaro isko chadh gayi jayada
Ho gayi hain behaal
Pagalpan ka padh gaya daura
Karne lagi hai dhamaal
Yaaro isko chadh gayi jayada
Ho gayi hain behaal
Pagalpan ka padh gaya daura
Karne lagi hain dhamaal
O no mujhe pagal kaha haye
Dewaro se milkar
Rona acha lagata hain
Ab main pagal ab main pagal
Aisa lagta hain
Dewaro se milkar
Rona acha lagata hain
Ab main pagal ab main pagal
Aisa lagta hain
Are ye naach gana ho
Raha hai ya pagal pana
Aafat aayi hain aayi hain
Aafat aayi hain
Mushkil hain rahna
Bacha mera bhagwan
Mushkil hain rahna
Bacha mera bhagwan
Ye ladki kaali maayi hain
Aafat aayi hain aayi hainn
Aafat aayi hain
Aafat aayi hain aayi hain
Aafat aayi hai
Aafat aayi hain aayi hain
Aafat aayi hain
Aafat aayi hain aayi hain
Aafat aayi hain.