Narazgi Lyrics – Ali Haider
Kya bhool jaoge baatein
Baatein pyaar ki baatein
Narazgi mein had se guzar ke
Kya bhool jaoge baatein
Baatein pyaar ki baatein
Narazgi mein
Naraaz tum ho
To lagta hai jaise
Saara zamana khafaa
Jalte ho khud bhi usi aag mein
Aisee to do na sazaa
Na jee paaeinge
Na marr paaeinge
Na jee paaeinge
Na marr paaeinge
Kaho kya yehi hai wafa
Uljhee uljhee si
Bikhreen bikhreen wo
Zulfon ki thandi shaamein
Shaamein surmayi shaamein
Narazgi mein had se guzar ke
Kya bhool jaoge baatein
Baatein pyaar ki baatein
Narazgi mein
Hum pyaar karte
Hein kitna tumhein
Tum jaante hi nahin
Kitni muhobbat se pooja tumhe
Tum maante hi nahin
Tumhare bina tumhare bina
Tumhare bina tumhare bina
Yeh jeena to jeevan nahin
Roothe huye ho bhoole huye ho
Waadon ki chandni raatein
Raatein chandni raatein
Narazgi mein had se guzar ke
Kya bhool jaoge baatein
Baatein pyaar ki baatein
Narazgi mein had se guzar ke
Kya bhool jaoge baatein
Baatein pyaar ki baatein
Narazgi mein.