Nandlala Holi Khele Lyrics – Asha Bhosle, Mohammed Rafi, Mukesh Chand Mathur (Mukesh)
Hoye nandlala holi khele
Biraj mein dhoom machi hai
Nandlala holi khele
Biraj mein dhoom machi hai
Are sar r r r sar se paav
Tak bhig gayi brijbala
Are r r r bich dagar mein
Radha mein rang dhala dhala
Nandlala holi khele
Biraj mein dhoom machi hai
Nandlala holi khele
Biraj mein dhoom machi hai
Oye sar r r r gore
Mukh nila kar dal
Are r r r bago dodho
Aaya murliwala
Nandlala holi khele biraj
Mein dhoom machi hai nandlala
Gagri phodunga mein na chodunga
Gagri phodunga ho mein na chodunga
Tu aage dhodegi mein pichegi dhodunga
Gagri phodunga mein na chodunga
Tu gokul ek gujariya
Mein mathura ka gwala
Tera mukhda kyu gora jab
Mera mukhda kala kala
Nandlala holi khele biraj
Mein dhoom machi hai nandlala
Holi khelenge jhanjar wali se
Holi khelenge jhanjar wali se
Ho hum kya darte hai kisi ki gali se
Holi khelenge jhanjar wali se
Haye re mar jori piche
Pad gaya ye matwala
Tuti meri kanch ki chudi
Gir gaya kanch ka bala bala
Nandlala holi khele biraj
Mein dhoom machi hai
Nandlala holi khele biraj
Mein dhoom machi hai
Nandlala holi khele biraj
Mein dhoom machi hai nandlala
Mein dhoom machi hai nandlala
Nandlala holi khele biraj
Mein dhoom machi hai nandlala
Aaho nandlala holi khele
Biraj mein dhoom mach
Aaho nandlala holi khele
Birajvich dhoom machi hai
Aho nandlala
Bhalo nandalao holi range
Birajma dhoom machi ke
Bhalo nandalao holi range
Birajma dhoom machi ke
Bhalo nandalao
Aala nandala holi
Khelu kheluya kheluya
Aala nandala holi khelu
Kheluya kheluya aala nandala
Range ek rang mein o apne begane
O range ek rang mein o apne begane
To kaise phir koi kisi ko pehchane
Range ek rang me o apne begane
Samne jo bhi aaya humne
Kuch na dekha bala
Dushman ke gale mein
Bhi dhal di prem ki mala mala
Nandlala holi khele
Biraj mein dhoom machi hai
Ek mati ke hum putle
Ye kahta hai mastana
Bhed bhav jo man mein
Rakhe ho pagal diwana
Nandlala holi khele
Biraj mein dhoom machi hai
Nandlala holi khele biraj
Me dhoom machi hai nandlala.