Namak Paare Lyrics – Anupam Amod, Mamta Sharma
Nau baje ka tha waada
Bhulaya tune wo
Nibhaya na aadha
Haaye nau baje
Ka tha waada
Bulata hai ye dil
Nigaahon se zyada
Seene mein saansein
Hain bhaari bhaari
Tera nasha saa
Hai yaara taari
Tann mein hain
Jaise angaare
Teri raahein dekhe
Mere honthon ke
Namak paare namak pare
Teri raahein dekhe
Mere honthon ke
Namak paare namak pare
Honth se salvatein
Raat se karwatein
Kyun bhala na
Mite kya jaane koi
Main se tu jod de
Chudiyan tod de
Kaam ko chhod
De to maane koi
Aankhon se baahon
Mein aa jaaye tu
Thaamungi aise
Ki naa jaaye tu
Badle mein le lungi
Yun hi saare
Mere honthon ke
Namak paare namak paare
Teri raahein dekhe
Mere honthon ke
Namak paare namak paare
Hosh hai laapata
Paas aa na sataa
Mujhko tu ho ataa
Ye maangu duaa
Raat ka daur ho
Pyaar pe gaur ho
Aur ho aur ho
Wo jo na huaa
Haathon se apne hi
Nikli hoon main
Thodi si masti hoon
Pagli hoon main
Jo bhi hai mera woh tera re
Teri raahein dekhe
Mere honthon ke
Namak paare e e
Teri raahein dekhe
Mere honthon ke
Namak paare.