Nak Main Pehani Lyrics – Suman Kalyanpur
Din ra sawan nahi dekha nand gaw
Surnam ka nam suna nahi
Kunj gali ki chaw
Nak me pahne kan ki bali
Lalita hui matwali
Kajal se bigdi mukhde ki lali
Khoje vishaksha kali
Badli bani dole dulari
Pahna hai pag me kangana
Pahna hai pag me kangana
Ganga se gir gayi bhojan ki thali
Jamuna ne chod diya palna
Jamuna ne chod diya palna
Jhum jhum radha bhi aayi
Nache nache man mor mera
Aaya chitchor mera
Chaya nasha hai kan kan me
Dekho mohan aaya hai madhuban me
Chalo ri chalo ri chalo
Dekho ras rachaiya pyara kanahiya
Mohan aaya hai madhuban me
Kaisi dhum machi hai gwalan me
Dekho ras rachaiya pyara kanahiya
Mohan aaya hai madhuban me
Kaisi dhum machi hai gwalan me
Aadha tan sham ka hai
Aadha tan radha ka hai
Radha hi me sham hai
Ya sham me hi radha hai
Radha ko na badha koi
Sham ko na badha hai
Badha bas itni hai rup aadha aadha hai
Ye mohan ka rup dekh
Chaya me dhup dekha
Sakhiya padi hai uljhan me
Dekho mohan aaya hai madhuban me
Dekho ras rachaiya pyara kanahiya
Mohan aaya hai madhuban me
Kaisi dhum machi hai gwalan me
Dekho ras rachaiya
Udasi ke badal har angana pe chaya
To radha ne natwar se naina milaye
Samjh bat man ki mohan muskuraye
Ye jitne the rup usne apne banaye
Naino me nain dal pucha jo dil ka hal
Bujh me lagi hai aag tan me
Dekho mohan aaya hai madhuban me
Dekho ras rachaiya pyara kanahiya
Mohan aaya hai madhuban me
Kaisi dhum machi hai gwalan me
Juda bhi fal se wo aaye ek pal me
Ke nadiya hui mel sagar ke jal me
Jo mai hai wo tu hai kaha hai mansuri me
Nar nari ka jhagda mitaya hari ne
Kan kan me shakti hai teri
Bishnu rup sansar
Jab jab hota nasha dharam ka
Tum lete awtar.