Nafraton Se Alag Raasta Chahiye Lyrics

in

"Nafraton Se Alag Raasta Chahiye" Song Details:

Album/Label: Ek Chehra Gulab Jaisa (2000)
Singer(s):Arif Khan
Lyricist(s):Nazar Kanpuri, Shagufta Ghazal
Composer(s):Arif Khan
Music Director(s):Arif Khan
Genre(s):Ghazal
Music Label:© T-Series
Starring:Aarif Khan
Release on:15th November, 2000

Nafraton Se Alag Raasta Chahiye Lyrics – Arif Khan

Nafraton se alag
Raasta chahiye
Nafraton se alag
Raasta chahiye
Silsila phir wohi
Pyaar ka chahiye
Nafraton se alag
Raasta chahiye
Nafraton se alag
Raasta chahiye
Silsila phir wohi
Pyaar ka chahiye
Nafraton se alag
Raasta chahiye
Nafraton se alag
Raasta chahiye

Khair maqdam ko
Khud ko manzile aayegi
Khair maqdam ko
Khud ko manzile aayegi
Khair maqdam ko
Khud ko manzile aayegi
Sirf koshish nahi
Hosala chahiye
Sirf koshish nahi
Hosala chahiye
Silsila phir wohi
Pyaar ka chahiye
Nafraton se alag
Raasta chahiye
Nafraton se alag
Raasta chahiye

lyricsbogie.com
Ashq aankhon mein hai
Aur dil mein kashak
Ashq aankhon mein hai
Aur dil mein kashak
Ashq aankhon mein hai
Aur dil mein kashak
Aye mohabbat bata
Aur kya chahiye
Aye mohabbat bata
Aur kya chahiye
Silsila phir wohi
Pyaar ka chahiye
Nafraton se alag
Raasta chahiye
Nafraton se alag
Raasta chahiye

Ye andhera ye be
Simt apna safar
Ye andhera ye be
Simt apna safar
Ye andhera ye be
Simt apna safar
Roshani chahiye
Rehnuma chahiye
Roshani chahiye
Rehnuma chahiye
Silsila phir wohi
Pyaar ka chahiye
Nafraton se alag
Raasta chahiye
Nafraton se alag
Raasta chahiye

De diya hai khuda ne
Sabhi kuchh nazar
De diya hai khuda ne
Sabhi kuchh nazar
De diya hai khuda ne
Sabhi kuchh nazar
Ab mujhe dosto ki
Duaan chahiye
Ab mujhe dosto ki
Duaan chahiye
Silsila phir wohi
Pyaar ka chahiye
Nafraton se alag
Raasta chahiye
Nafraton se alag
Raasta chahiye
Nafraton se alag
Raasta chahiye
Nafraton se alag
Raasta chahiye.

Nafraton Se Alag Raasta Chahiye Lyrics PDF Download
Print PDF      PDF Download

never miss latest songs lyrics.

Sign up to receive an email whenever we post latest hindi song lyrics.

100% No Spamming.