Nafrat Karne Walo Ke Lyrics – Kishore Kumar
Nafrat Karne Walo Ke Sine Mein Pyar Bhar Doon
Nafrat Karne Walo Ke Sine Mein Pyar Bhar Doon
Arey Mein Woh Parwana Hu Pathar Ko Maum Kar Doon
Nafrat Karne Walo Ke Sine Me Pyar Bhar Doon
Phir Aap Kya Hai, Hai Aakhir to Phool Hai
Faulad Nahi Hai
Aji Bulbul Hai Kisi Baag Ke Saiyad Nahi Hai
Bulbul Ke Tadpane Se Saiyad Pighalta Hai
Bulbul Ke Tadpane Se Saiyad Pighalta Hai
Aaho Mein Aasar Ho to Faulad Pighalta Hai
Faulad Ke Bhi Dil Mein Ulfat Ki Aag Bhar Doon
Arey Mein Woh Parwana Hu Pathar Ko Maum Kar Du
Nafrat Karne Walo Ke Sine Mein Pyar Bhar Doon
Sharmo Haya Ka Parda Dushwar Nahi Hai
Aji Halka Sa Ek Parda Hain Deewar Nahi Hai
Aachal Ki Yeh Deewar to Deewar Nahi Hain
Aachal Ki Yeh Deewar to Deewar Nahi Hain
Phir Aap Ke Bhi Dil Mein Inkar Nahi Hain
Inkar Jin Labon Mein Ikrar Dil Mein Bhar Doon
Arey Mein Woh Parwana Hu Pathar Ko Maum Kar Doon
Nafrat Karne Walo Ke Sine Mein Pyar Bhar Doon
Hum Woh Hai Zindagi Mein Kabhi Sath Na Chodenge
Thamenge Agar Hath to Phir Hath Na Chodenge
Hum Hath Na Chodenge Tufaan Se Kinaro Tak
Hum Hath Na Chodenge Tufaan Se Kinaro Tak
Hum Saath Naa Chhodege Dharti Se Sitaaro Tak
Chahat Ke Sitaaro Se Dharti Ki Maang Bhar Doon
Arey Mein Woh Parwana Hoon Pathar Ko Maum Kar Doon
Nafrat Karne Walo Ke Sine Mein Pyar Bhar Doon
Arey Mein Woh Parwana Hoon Pathar Ko Maum Kar Doon
Nafrat Karne Walo Ke Sine Mein Pyar Bhar Doon.
नफरत करने वालों के सीने मैं प्यार भर दूँ
नफरत करने वालों के सीने मैं प्यार भर दूँ
अरे में वो परवाना हूँ पत्थर को मौम कर दूँ
नफरत करने वालों के सीने मैं प्यार भर दूँ
फिर आप क्या हैं, हैं आखिर तो फूल है
फौलाद नहीं है
अजी बुलबुल है किसी बाग के सैयद नहीं है
बुलबुल के तड़पने से सैयद पिघलता है
बुलबुल के तड़पने से सैयद पिघलता है
आहों में असर हो तो फौलाद पिगलता है
फौलाद के भी दिल में उलफत की आग भर दूँ
अरे में वो परवाना हु पत्थर को मौम कर दूँ
नफरत करने वालों के सीने मैं प्यार भर दूँ
शरमों हया का पर्दा दुश्वार नहीं है
अजी हल्का सा एक पर्दा हैं दीवार नहीं है
आँचल की यह दीवार तो दीवार नहीं हैं
आँचल की यह दीवार तो दीवार नहीं हैं
फिर आप के भी दिल में इंकार नहीं नहीं
इंकार जिन लबों में इकरार दिल मैं भर दूँ
अरे में वो परवाना हूँ पत्थर को मौम कर दूँ
नफरत करने वालों के सीने मैं प्यार भर दूँ
हम वो है ज़िंदगी में कभी साथ ना छोड़ेंगे
थामेंगे अगर हाथ तो फिर हाथ न छोड़ेंगे
हम हाथ ना छोड़ेंगे तूफान से किनारो तक
हम हाथ ना छोड़ेंगे तूफान से किनारो तक
हम हाथ ना छोड़ेंगे धरती से सितारो तक
चाहत के सितारो से धरती की मांग भर दूँ
अरे में वो परवाना हूँ पत्थर को मौम कर दूँ
नफरत करने वालों के सीने मैं प्यार भर दूँ
अरे में वो परवाना हूँ पत्थर को मौम कर दूँ
नफरत करने वालों के सीने मैं प्यार भर दूँ.