Na Tum Jite N Hum Hare Lyrics – Prakash Prabhakar
Puri kabhi hoti nahi hai
Jung se sari hasrate
Ab to mita do mere yaaro
Tum dilo ki nafratein
Haasil hui hai tabahi jung se
Pal me mit gaye arma sare
Hua natija wahi sifal naa
Tum jite na hum haare
Naa tum jite na hum haare
Naa tum jite na hum haare
Maa chalte phirte aadam
Harshu vira vira hai
Na jane kitne matam
Sune panghat pade hue hai
Na bargad pe jhule hai
Na chaupaal saji hui hai
Na lachakte kule hai
Sannate ki chadar tani hai
Na door talak nazare
Hua natija wahi sifal naa
Tum jite na hum haare
Naa tum jite na hum haare
Naa tum jite na hum haare
Na mulla hai masjid mein
Hai mandir bhi kahli khali
Khander hue makaano ki
Deeware bhi hai sawali
Hindustaan ke paanv mein
Ye kaisi faas hai atki
Tal gayi hai har jung phir bhi
Har dil mein hai aag bhadki
Chain o aman se mila le
Hath bhi baanhe pasare
Hua natija wahi sifal naa
Tum jite na hum haare
Naa tum jite na hum haare
Naa tum jite na hum haare.