Na Toh Hum Darte Hein Lyrics

in

"Na Toh Hum Darte Hein" Song Details:

Movie: Chhota Bhai
Singer(s):Lata Mangeshkar
Lyricist(s):Anand Bakshi
Composer(s):Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal)
Music Director(s):Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal)
Genre(s):Masti
Director(s):Kotayya Pratyagatma
Music Label:© Saregama
Starring:Rehman, Nutan, Master Mahesh Kumar

Na Toh Hum Darte Hein Lyrics – Lata Mangeshkar

Na toh hum darte hein na ro ro marte hai
Fir hum kya karte hai
Khate hai pite hai moj karte hai
Khate hai pite hai moj karte hai
Na toh hum darte hein na ro ro marte hai
Fir hum kya karte hai
Khate hai pite hai moj karte hai

Humko marna bhi aata hai
Humko jeena bhi aata hai
Humko marna bhi aata hai
Humko jeena bhi aata hai
Dudh na ho to gum nahi jahar pina bhi aata hai
Dudh na ho to gum nahi jahar pina bhi aata hai

lyricsbogie.com
Is duniya me gham nahi
Hum duniya se kam nahi
Humko koi gham nahi
Khate hai pite hai moj karte hai
Khate hai pite hai moj karte hai

Hum pe gujari haye
Kya kare hum haye haye
Ye to hum hai ki jeenda
Hai dusra ho to mar jaye
Is duniya me gham nahi
Hum duniya se kam nahi
Humko koi gham nahi
Khate hai pite hai moj karte hai
Khate hai pite hai moj karte hai

Jo bade hai woh juthe hai
Jo chhote hai woh sacche hai
Jo bade hai woh juthe hai
Jo chhote hai woh sacche hai
Jo bade hai woh juthe hai
Jo chhote hai woh sacche hai
Tum jawanose budhose yar
Mere hum acche hai
Is duniya me gham nahi
Hum duniya se kam nahi
Humko koi gham nahi
Khate hai pite hai moj karte hai
Khate hai pite hai moj karte hai
Na toh hum darte hein na ro ro marte hai
Fir hum kya karte hai
Khate hai pite hai moj karte hai
Khate hai pite hai moj karte hai
Khate hai pite hai moj karte hai
Khate hai pite hai moj karte hai.

Na Toh Hum Darte Hein Lyrics PDF Download
Print PDF      PDF Download

never miss latest songs lyrics.

Sign up to receive an email whenever we post latest hindi song lyrics.

100% No Spamming.