Na Sahi Lyrics – Sandesh Shandilya
Aate jo phal to thik tha, woh na phale toh na sahi
Kuch na hue to na sahi, na bane to na sahi
Na mile na sahi, kuch na rahe to na sahi
Aye zindagi har ek raaste se,
Humne pukaara tumhe, socha savara tunhe,
Par tumko accha na laga, koi wada saccha na laga,
Tum roothe ho yeh socha kar, tum ko manayege magar
Ab humse roothi teri ye nazar
Agar na hase to na sahi, na bane toh na sahi
Na mile na sahi, kuch na rahe to na sahi
Tum rasta mein ajnabee, lagta tha kyun yeh har ghadi
Aadhe adhure geet ki, ek tum kadi ek main kadi
Hohoho
Tum rasta mein ajnabee, lagta tha kyun yeh har ghadi
Tumhe dekh ke lagta tha ye, tum ho bane mere waaste
Milna hi tha humko magar, hum na mile to na sahi
Ho zindagi
Har gum har ek aansu humein apna banana aa gaya
Har haal mein har daur mein, humein muskurana aa gaya
Har gum har ek aansoo humein apna banana aa gaya
Gham hai bhi toh rukna nahi, jeena hai toh jhukna nahi
Ye zindagi koi khushi, ab na bhi de toh na sahi
Ho zindagi…har ek raaste se…
Humne pukaara tumhe, socha sanvara tumhe
Par tumko accha na laga, koi waada saccha na laga
Tum roothi ho yeh sochkar, tumko manayenge magar
Ab humse roothi teri ye nazar
Gar na hanse to na sahi, na bane toh na sahi
Na mile na sahi, kuch na rahe to na sahi.