Na Ro Laadli Lyrics – Manna Dey
Na ro ladli tere do aansuo ki
Samundar ki aankho me kimat nahi
Na ro ladli tere do aansuo ki
Samundar ki aankho me kimat nahi
Bhut pi chuka hai ye aankho ka pani
Ise or koi jarurat nahi
Na ro ladli tere do aansuo ki
Samundar ki aankho me kimat nahi
Na ro ladli tere do aansuo ki
Samundar ki aankho me kimat nahi
Bahot pi chuka hai ye aankho ka pani
Ise aur koi jarurat nahi
Na ro ladli tere do aansuo ki
Samundar ki aankho me kimat nahi
Na ro ladli
Kai kastiya is ke andar chhipi hai
Kai lal maao ke khaye hai isne
Kai kastiya is ke andar chhipi hai
Kai lal maao ke khaye hai isne
Hai ye to bada hi purana sitamgar
Ise raham khane ki aadat nahi
Na ro ladli tere do aansuo ki
Samundar ki aankho kimat nahi
Na ro ladli
To kyu is ne chhini mere ghar ki roti
Khazane me iske karodo hai moti
To kyu is ne chhini mere ghar ki roti
Ye chahe to lota de sansar mera
Magar isme itni sarafat nahi
Na ro ladli tere do aansuo ki
Samundar ki aankho me kimat nahi
Bahut pi chuka hai ye aankho ka pani
Ise or koi jarurat nahi
Na ro ladli tere do aansuo ki
Samundar ki aankho me kimat nahi
Na ro ladli.