Na Idher Ke Rahe Lyrics – Suresh Wadkar
Tasveer kya banaye koi
Jo rang mujh mein bhare hain
Kaha se laye koi
Mein ishq hoon koi mujhe
Chahe to aazmaye koi
Meri misaal jahan mein
Kaha se laye koi
Mere jalwo ki kasam
In adao ki kasam
Khul gaya aapki
Aashiqi ka bharam
Na khuda hi mila
Haye haye
Na khuda hi mila
Na mila re sanam
Na idhar ke rahe
Na udhar ke rahe
Na idhar ke rahe
Na udhar ke rahe
Jhute wado ki kasam
Toote khwabon ki kasam
Khul gaya aapki
Saadgi ka bharam
Na khuda hi mila haye
Na khuda hi mila
Na mila re sanam
Na idhar ke rahe
Na udhar ke rahe
Na idhar ke rahe
Na udhar ke rahe
Aap ko husn ke
Raz ki kya khabar
Chup rahe jo juban
Bolti hain nazar
Are aap ko ishq ke
Raz ki kya khabar
Ishq ke dum se he
Sab yeh shamo saher
Are sham hain juhfein meri
Mera chehra saher hain
Are jo ji chahe kahelo
Tumko kis ka dar hain
Aap kya cheez hain
Jinse dar jaye hum
Khul gaya aapki
Aashiqi ka bharam
Na khuda hi mila
Haye haye
Na khuda hi mila
Na mila re sanam
Na idhar ke rahe
Na udhar ke rahe
Na idhar ke rahe
Na udhar ke rahe
Are hum to wo rang he
Jo badalta nahin
Husn ka hum pe jadu
Bhi chalta nahin
Hum wo suraj hain jo
Chad ke dhalta nahin
Apne aage bhi ha koi
Chalta nahin
Are kyu magrur hain itne
Yeh andaz bura hain
Apne ishq pe dekho
Itna naaz bura hain
Kab talak uthaoge
Khud pe zulmo sanam
Khul gaya aapki
Saadgi ka bharam
Na khuda hi mila haye
Na khuda hi mila
Na mila re sanam
Na idhar ke rahe
Na udhar ke rahe
Na idhar ke rahe
Na udhar ke rahe
Aap se kya kahe
Husn ka bag pan
Are chhod do chhod do
Ab yeh deewanapan
Hum hain jaane wafa
Hum hain jaane chaman
Phir bhi humko nahi hain
Tumhari lagan
Aaji tumse sikhe koi
Jhooti baatein karna
Are ishq hamara mazhab
Ishq jeena marna
Yu na ruswa karo
Ishq ko kam se kam
Are jo bhi kahte hai wo
Kar dikhayenge hum
Khul gaya aapki
Aashiqi ka bharam
Are khul gaya aapki
Saadgi ka bharam
Na khuda hi mila
Haye haye
Na khuda hi mila
Na mila re sanam
Na idhar ke rahe
Na udhar ke rahe
Na idhar ke rahe
Na udhar ke rahe
Na idhar ke rahe
Na udhar ke rahe
Na idhar ke rahe
Na udhar ke rahe
Na idhar ke rahe
Na udhar ke rahe
Na idhar ke rahe
Na udhar ke rahe
Na idhar ke rahe
Na udhar ke rahe
Na idhar ke rahe
Na udhar ke rahe.