Muskuraate Ho Kyun Lyrics – A.R. Oza, Geeta Ghosh Roy Chowdhuri (Geeta Dutt)
Muskuraate ho kyun itraate ho kyun
Abhi to pehli pehchaan hai raaja
Abhi to pehli pehchaan hai raaja
Abhi to pehli pehchaan hai
Door jaate ho kyun
Sharmaate ho kyun
Ye din do din ka mehmaan hai raani
Ye din do din ka mehmaan hai raani
Ye din do din ka mehmaan hai
Parchaain teri lalchaaye
Hamen lalchaana
Lalchaana tera tarsaaye hamen
Lalchaana tera tarsaaye hamen
Iska dar hai hamen
Kiska dar hai tumhen
Iska dar hai hamen
Kiska dar hai tumhen
Angdaai dekho jawaan hai raani
Angdaai dekho jawaan hai raani
Angdaai dekho jawaan hai
Muskuraate ho kyun itraate ho kyun
Abhi to pehli pehchaan hai raaja
Abhi to pehli pehchaan hai raaja
Abhi to pehli pehchaan hai
Tum hamaare huye
Ham tumhaare huye
Tum hamaare huye
Ham tumhaare huye
Aankhon aankhon mein
Aankhon aankhon mein
Saare ishaare huye
Aankhon aankhon mein
Saare ishaare huye
Tadpaate ho kyun
Ghabraate ho kyun
Tadpaate ho kyun
Ghabraate ho kyun
Meri duniya tumhi pe
Qurbaan ho raaja
Duniya tumhi pe
Qurbaan ho raaja
Duniya tumhi pe qurbaan ho
Muskuraate ho kyun itraate ho kyun
Abhi to pehli pehchaan hai raaja
Abhi to pehli pehchaan hai raaja
Abhi to pehli pehchaan hai
Door jaate ho kyun
Sharmaate ho kyun
Ye din do din ka mehmaan hai raani
Ye din do din ka mehmaan hai raani
Abhi to pehli pehchaan hai.