Musafir Ke Raste Badalte Rahe Lyrics

in

"Musafir Ke Raste Badalte Rahe" Song Details:

Album/Label: Rubaru: Face To Face (1986)
Singer(s):Rajendra Mehta
Lyricist(s):Dr. Bashir Badr
Composer(s):Rajendra Mehta
Music Director(s):Rajendra Mehta
Genre(s):Ghazal
Music Label:© Fontana India
Starring:Rajendra Mehta, Nina Mehta
Release on:19th September, 1986

Musafir Ke Raste Badalte Rahe Lyrics – Rajendra Mehta

Musafir ke raste badalte rahe
Muqaddar mein chalna tha chalte rahe
Musafir ke raste badalte rahe
Muqaddar mein chalna tha chalte rahe
Musafir ke raste badalte rahe

Suna hain unhe bhi hawa lag gayi
Suna hain unhe bhi hawa lag gayi
Suna hain unhe bhi hawa lag gayi
Hawao ke rukh jo badalte rahein
Muqaddar mein chalna tha chalte rahe
Musafir ke raste badalte rahe

Woh kyaa thaa jise humne thukra diya
Woh kyaa thaa jise humne thukra diya
Woh kyaa thaa jise humne thukra diya
Magar umra bhar haath malte rahe
Muqaddar mein chalna tha chalte rahe
Musafir ke raste badalte rahe

lyricsbogie.com
Mere raaste mein ujhala raha
Mere raaste mein ujhala raha
Mere raaste mein ujhala raha
Deeye uski aankhon mein jalte rahe
Muqaddar mein chalna tha chalte rahe
Musafir ke raste badalte rahe

Koi phool sa hath kandhe pe thaa
Koi phool sa hath kandhe pe thaa
Koi phool sa hath kandhe pe thaa
Mere paaon choro pe chalte rahe
Muqaddar mein chalna tha chalte rahe
Musafir ke raste badalte rahe
Muqaddar mein chalna tha chalte rahe
Musafir ke raste badalte rahe.

Musafir Ke Raste Badalte Rahe Lyrics PDF Download
Print PDF      PDF Download

never miss latest songs lyrics.

Sign up to receive an email whenever we post latest hindi song lyrics.

100% No Spamming.