Musafir Lyrics

in

"Musafir" Song Details:

Movie: Shab (2017)
Singer(s):Krishnakumar Kunnath (K.K)
Lyricist(s):Amitabh S. Verma
Composer(s):Mithoon
Music Director(s):Mithoon
Genre(s):Love
Director(s):Onir
Music Label:© Tips Music
Starring:Raveena Tandon, Arpita Chatterjee, Ashish Bisht, Gaurav Nanda, Simon Frenay, Areesz Ganddi
Release on:30th June, 2017

Musafir Lyrics – Krishnakumar Kunnath (K.K)

Musafir main hu yeh kis modd par,
Nazar mein nahi hai koi bhi dagar,
Parinda jasie mere dar-badar,
Yeh pauchey kahan hai,
Mera ek basar..

Jahan waqt ho thama,
Aur ho sukun zara..

Kyun tanhaiyaa aiyaan aiyaan aiyaan…
Dil ki duhaiyaa aiyaan aiyaan aiyaan…
Kyun yeh judaiyaan aiyaan aiyaan aiyaan…
Rooh mein samaiyaan aiyaan aiyaan aiyaan…

Main hi nazar main hi zuban,
Main hi to khwaish mein khawabo main hun…
Main hi asar main hi wajah,
Main hi to apney irado mein hun…

lyricsbogie.com
Kudh sey hi roshan roshan,
Kudh ka hi main humdum,
Kudh ka hun rehbar,
Hai kudh pe yakin hai mujhe…

Hmmmm..
Par apno sey fasley hain,

Kyun tanhaiyaa aiyaan aiyaan aiyaan…
Dil ki duhaiyaa aiyaan aiyaan aiyaan…
Kyun yeh judaiyaan aiyaan aiyaan aiyaan…
Rooh mein samaiyaan aiyaan aiyaan aiyaan…

Ek ehsaan karde zaraa,
Apni mohabbat ki dein dein panaah,
Jeene ka hai tu hi sabab,
Phir kya karoon me ye jazbaat bayaan..

Tujhse judoon mein,
Judaa hi rahoon mein,
Teri hi wafaaon ke saaye mein yeh safar katee…

Kyun tanhaiyaa aiyaan aiyaan aiyaan…
Dil ki duhaiyaa aiyaan aiyaan aiyaan…
Kyun yeh judaiyaan aiyaan aiyaan aiyaan…
Rooh mein samaiyaan aiyaan aiyaan aiyaan…

Musafir main hu yeh kis modd par,
Nazar mein nahi hai koi bhi dagar,
Parinda jasie mere dar-badar,
Yeh pauchey kahan hai,
Mera ek basar..

Jahan waqt ho thama,
Aur ho sukun zara..

Musafir Lyrics PDF Download
Print PDF      PDF Download

never miss latest songs lyrics.

Sign up to receive an email whenever we post latest hindi song lyrics.

100% No Spamming.