Mujhe Dosto Tum Gale Se Laga Lo Lyrics – Danny Denzongpa, Mohammed Rafi
Mujhe dosto tum gale se laga lo
Mera aur koi sahara nahi
Mujhe dosto tum gale se laga lo
Mera aur koi sahara nahi
O humi hai jo ek dusre ke hai sathi
Zamane me koi hamara nahi
Mujhe dosto tum gale se laga lo
Mera aur koi sahara nahi
O humi hai jo ek dusre ke hai
Sathi zamane me koi hamara nahi
O sharafat se dekha bahut kam leke
Jiunga mai ab sar pe ilzam leke
Sharafat se dekha bahut kam leke
Jiunga mai ab sar pe ilzam leke
Gaya har jagha dil ka paigam leke
Pukara mai har ek ka naam leke
Mera naam koi pukara nahi
Mera aur koi sahara nahi
O hami hai jo ek dusre ke hai sathi
Zamane me koi hamara nahi
Kitaab chhodkar gulsita aa gaye ho
Kaha ja rahe the kaha aa gaye ho
Kitaab chhodkar gulsita aa gaye ho
Jaha par hai kante waha aa gaye ho
Pareshan hoke yaha aa gaye ho
Yaha bhi tumhara guzara
Nahi mera aur koi sahara nahi
O hami hai jo ek dusre ke hai sathi
Zamane me koi hamara nahi
Chalo tod de zindagi ke bharam ko
Chalo tod de zindagi ke bharam ko
Khushi se laga le gale apne gam ko
Bhula dale duniya ki jhuti sharam ko
Kasam jaan ki is zamane ne bigada
Hai humko lekin sawara nahi
Mera aur koi sahara nahi
O hami hai jo ek dusre ke hai sathi
Zamane me koi hamara nahi
Mujhe dosto tum gale se laga lo
Mera aur koi sahara nahi.