Mohabbat Ki Baaten Lyrics – Talat Aziz
Mohabbat ki baaten wafa ka fasna
Mohabbat ki baaten wafa ka fasna
Sunaya nigahein badalte badalte
Hua dil pe jaadu kadam dagmagaye
Ude hosh unke smbhalte smbhalte
Mohabbat ki baaten wafa ka fasna
Kiya manzilo ka safar dheere dheere
Hua unke dil pe asar dheere dheere
Kiya manzilo ka safar dheere dheere
Hua unke dil pe asar dheere dheere
Na hota gham bhar mein apna koi bhi
Na hota gham bhar mein apna koi bhi
Pighalta hia patthar pighalte pighalte
Mohabbat ki baaten wafa ka fasna
Qayamat ki chaale hi chal ke dikhai
Na kasme nibhai na rasme nibhai
Qayamat ki chaale hi chal ke dikhai
Magar rang laai hamari wafa bhi
Magar rang laai hamari wafa bhi
Wo pehlu mein aaye machalte machalte
Mohabbat ki baaten wafa ka fasna
Koi dard uthta raha hai hamesha
Yaha chain lutata raha hain hamesha
Koi dard uthta raha hai hamesha
Yaha chain lutata raha hain hamesha
Machalta raha hai yeh dil ka musafir
Machalta raha hai yeh dil ka musafir
Gulo ki ada se behlte bhelte
Mohabbat ki baaten wafa ka fasna
Sunaya nigahein badalte badalte
Hua dil pe jaadu kadam dagmagaye
Ude hosh unke smbhalte smbhalte
Mohabbat ki baaten wafa ka fasna.