Mohabbat Karke Dekho Lyrics – Kishore Kumar, Lata Mangeshkar
Bas aag ka dariya hai aur doob ke jaana hai
Samje budhhu nahi nahi samje
Pyar kuchh der jagmagata hai rang jeevan mein jamta hai
Pyar bandook ko nahi naadaa sab pe kandhe banta hai
Mohabbat karke dekho kisi pe marke dekho
Mohabbat aag bharde patthar mom karde
Oo jab bhi taqdeeer par chot khaye
Pyar ki manjil koi napaye
Tum dikhla do pyar ki manzil
Apni samaj mein kuchh nahi aaye
Saathi mere ban jaa samjoge afsana
Saathi mere ban jaa samjoge afsana
O jaane pyar to na jaana
O jaane pyar to na jaana
Har kisi ko pyar ka jaadu chalana
Pehle aankh milana phir gale se lagana
Samjhe ? Samaj gaya
Jab se tum aaye zindagani mein na
Lag gayi aag jaise paani mein
Ek halchal si ho gayi baidaag
Meri khamosh nau jawaani mein
Abhi to ibtda hai abhi dekha hi kya hai
Mohabbat zindagi hai mohabbat hi khuda hai
Hoo lagti ho tum to pyar ki devi
Man mandir mein aa basogi
Aayi samaj mein pyar ki geeta
Pyar ki aag bhagwaan ko jeeta
Main hoon tera deewana
Main hoon tera parvana
O jaane jaana pyar maine jaana
O jaane jaana pyar maine jaana
Humse sikho pyar ka jaadu chalana
Pehle aankh milna phir gale lagana
Pehle aankh milna phir gale lagana.