Mohabbat Ek Haqeeqat Hai Lyrics – Anup Jalota
Mohabbat ek haqeeqat hai
Ye afsana nahi hota
Mohabbat ek haqeeqat hai
Ye afsana nahi hota
Kabhi apni khushi se
Koi deewana nahi hota
Hasee jalwo ka markaz hain
Jahan tum sajda karte ho
Hasee jalwo ka markaz hain
Jahan tum sajda karte ho
Wahan kaawa nahi hota
Ke kuchh khana nahi hota
Wahan kaawa nahi hota
Ke kuchh khana nahi hota
Kabhi apni khushi se
Koi deewana nahi hota
Karam hain un khayalo ka
Jo dil behlaye rakhte hain
Karam hain un khayalo ka
Jo dil behlaye rakhte hain
Bhala kis ke tasvoor mein
Sanam khana nahi hota
Bhala kis ke tasvoor mein
Sanam khana nahi hota
Kabhi apni khushi se
Koi deewana nahi hota
Jo ehale zarf hote hain
Bakad e zarfe peete hain
Jo ehale zarf hote hain
Bakad e zarfe peete hain
Chhalak jaata hain jo
Unka paimaana nahi hota
Chhalak jaata hain jo
Unka paimaana nahi hota
Kabhi apni khushi se
Koi deewana nahi hota
Nazar ka husn bhi saamil ho
Paimaano mein e rindo
Nazar ka husn bhi saamil ho
Paimaano mein e rindo
Jahan saqi nahi hota
Woh maikhana nahi hota
Jahan saqi nahi hota
Woh maikhana nahi hota
Kabhi apni khushi se
Koi deewana nahi hota
Ek raat kaafi hain
Mohabbat ki parshtish ke liye
Ek raat kaafi hain
Subhaah tak jeenda reh jaaye
Woh parwana nahi hota
Subhaah tak jeenda reh jaaye
Woh parwana nahi hota
Kabhi apni khushi se
Koi deewana nahi hota
Tasvoor ko bhi e saadab
Hum apna samajhte hain
Tasvoor ko bhi e saadab
Hum apna samajhte hain
Jo deta hain tassli dil ko
Begana nahi hota
Jo deta hain tassli dil ko
Begana nahi hota
Mohabbat ek haqeeqat hai
Ye afsana nahi hota
Kabhi apni khushi se
Koi deewana nahi hota.