Meri Raaton Mein Lyrics – Alisha Chinai, Anu Malik
मेरी रातों में मेरे खाबों में
मेरी साँसों में तुम ही तुम
तेरे नाम करदी जवानी
ये जवानी जो तेरी दीवानी
न जवानी हैं क्या मेरे दिलबर
तुझपे कुर्बान मेरी जिंदगानी
हे हे दिल में झोल झाल के
मर जाएंगे हम
प्यार से गर किसीको मिलेंगे
हैं कसम मेरी वफ़ा की
तुम भी मुझ पे भरोसा करोगे
मेरी रातों में मेरे खाबों में
मेरी साँसों में तुम ही तुम
दिल की राहों में मेरी बाँहों में
इन पनाहो में तुम ही तुम
तुम तुम अरे बाबा कौन तुम तुम
नारे न रे ना हा हा हा हा
न ये नींदे में रात खोना
इससे प्यार में काट दीजिए
अगर ज़िन्दगी चार दिन की
तो दो दिन हमें बात डीजे
की मैं हूँ तुम्हारे लिए ही
ज़रा सा मगर साबरा की जीए
नीली आँखों के होकर रहोगे
नीले अम्बर से वडा तो कीजे
मेरी रातों में मेरे खाबों में
मेरी साँसों में तुम ही तुम
दिल की राहों में मेरी बाँहों में
इन पनाहो में तुम ही तुम
तुम तुम अरे बाबा कौन तुम तुम
चिरागो की क्या हैं जरुरत
बदन के उझले हैं काफी
शराबों की लाली न चाहूं
लबों की ये प्याली हैं काफी
मस्त आँखे बोलती हैं तुमको
होठ दावत तुम्हें दे रहे हैं
इस जहां में जावा हैं हज़ारों
पर तुम्हें साथ ले रहे हैं
मेरी रातों में मेरे खाबों में
मेरी साँसों में तुम ही तुम
दिल की राहों में मेरी बाँहों में
इन पनाहो में तुम ही तुम
तुम तुम अरे बाबा कौन तुम तुम.
Meri raaton mein mere khaabon mein
Meri saanson mein tum hi tum
Tere naam kardi jawaani
Ye jawaani jo teri deewani
Na jawaani hain kyaa mere dilbar
Tujhpe kurbaan meri zindagani
He he dil mein jhal jhal ke
Mar jaayenge hum
Pyaar se gar kisiko milonge
Hain kasam meri waffa ki
Tum bhi mujh pe bharosa karoge
Meri raaton mein mere khaabon mein
Meri saanson mein tum hi tum
Dil ki raahon mein meri bahon mein
In panaho mein tum hi tum
Tum tum are baba kaun tum tum
Nare na re naa ha ha ha ha
Na ye neende mein raat khona
Isse pyaar mein kaat deejee
Agar zindagi chaar din ki
To do din humein baat deeje
Ki main hoon tumhare liye hi
Zara sa magar sabra ki jeeye
Neeli aankhon ke hokar rahoge
Neele ambar se wada to keeje
Meri raaton mein mere khaabon mein
Meri saanson mein tum hi tum
Dil ki raahon mein meri bahon mein
In panaho mein tum hi tum
Tum tum are baba kaun tum tum
Cheerago ki kyaa hain jarurat
Badan ke ujhale hain kaafi
Sharabon ki lali na chahoon
Labon ki ye pyaali hain kaafi
Mast aankhe bulati hain tumko
Hoth daawat tumhein de rahein hain
Iss jahaan mein jawa hain hazaron
Par tumhein saath le rahe hain
Meri raaton mein mere khaabon mein
Meri saanson mein tum hi tum
Dil ki raahon mein meri bahon mein
In panaho mein tum hi tum
Tum tum are baba kaun tum tum.