Meri Nigah Chalkta Hua Lyrics – Asha Bhosle
Ho meri nigah chalkta hua hai paimaana
Meri nigah chalkta hua hai paimaana
Nigaah e mai ke peelao
Nigaah e mai ke peelao banao deewana
Jo peene aaye hain unse kaho mujhe dekhe
Jo peene aaye hain unse kaho mujhe dekhe
Mera ye shuak tarapa hain ek maikhana
Meri nigah hai chalkta hua hai paimaana
Nigaah e mai ke peelao
Nigaah e mai ke peelao banao deewana
Har ek nazar mein hai meri shabaab ki masti
Jise bhi dekhiye meri adaa ka mastana
Meri nigah chalkta hua hai paimaana
Nigaah e mai ke peelao
Nigaah e mai ke peelao banao deewana
Yeh saari garmi hai mehfil hai mere hi damse
Yeh saari garmi hai mehfil hai mere hi damse
Jise ho jalna kareeb aaye banke parwana
Meri nigah chalkta hua hai paimaana
Nigaah e main ke peelao
Nigaah e main ke peelao banao deewana
Jidhar bhi jaaun udhar failti hain khushbooe
Jidhar bhi jaaun udhar failti hain khushbooe
Jo meri baar mehek se ho begaana
Meri nigah chalkta hua hai paimaana
Nigaah e mai ke peelao
Nigaah e mai ke peelao banao deewana.