Meri Bitiya Chali Sasural Se Lyrics – Sonu Nigam
Meri bitiya ho meri lado re
Meri bitiya chali sasural se
Ise rakhna sada khushal re
Meri bitiya ho meri lado re
Meri bitiya chali sasural re
Ise rakhna sada khushal re
Ho maa santoshi maa
Ho maa santoshi maa
Dekhe sasur me ye murt pita ki
Sasu me dekhe surat ye maa ki
Devar ka rakhe bhai sa khyal
Devar ka rakhe bhai sa khyal
Rishto ka mahke gulal re
Ise rakhna sada khulsal re
Meri bitiya chali sasural re
Ise rakhna sada khushal re
Ho maa santoshi maa
Ho maa santoshi maa
Sewa pati ki ho iska gahna
Sewa pati ki ho iska gahna
Dharti se sikhe har dukh ye sahna
Kabhi muskilo se ye hona nidhal
Kabhi muskilo se ye hona nidhal
Gum na bune koi jal re
Ise rakhna sada khulsal re
Meri bitiya chali sasural re
Ise rakhna sada khushal re
Ho maa santoshi maa
Ho maa santoshi maa
Apne paraye ki duri mitaye
Apne paraye ki duri mitaye
Apne guno se ye sabko lubhaye
Rahe sanskaro ka isko khyal
Rahe sanskaro ka isko khyal
Man ho iska vishal re
Ise rakhna sada khulsal re
Meri bitiya chali sasural re
Ise rakhna sada khushal re
Ho maa santoshi maa
Ho maa santoshi maa
Ho ghar aangan ko ye swarg banaye
Ho ghar aangan ko ye swarg banaye
Dono kul ki laz nibhaye
Jag me rahe ye banke mishal
Jag me rahe ye banke mishal
Samay na chale koi chal re
Ise rakhna sada khulsal re
Meri bitiya chali sasural re
Ise rakhna sada khushal re
Ho maa santoshi maa
Ho maa santoshi maa.