Mere Khuda Lyrics – Arnab Dutta
Waqt se tut ke,
Kho jaye na kahin,
Palko se thaam le,
Lamhe yeh reshaami..
Choti se pyaas bhi,
Baaki rhe nahin,
Yun peele khumariyann
Aakhon ke manchale,
Khwaboon ka karwa,
Dooban surror mein ,
Paake teri panah
Choti se pyaas bhi,
Baaki rhe nahin,
Yun peele khumariyann
Mere khuda…
Sun bhi lee tu zara…
Waqt se kehde tu
Yeh tham ke dhaale zara
Mere khuda…
Mere khuda…
Sun bhi le tu zara…
Waqt se kehde tu
Yeh tham ke dhaale zara
Na koi arzoo
Na koi khwaab ho
Jee le puri tarah
Apne jazbat ko
Waqt se chene le
Apni azzadiyan..
Na sikhayat koi..
Aaj ke baad hai..
Maan chahan raaste
Maan chahie hasraate
Sanson mein bharle aa
Jeene ki aadatein
Choti se pyaas bhi,
Baaki rhe nahin,
Yun peele khumariyann
Mere khuda…
Mere khuda…
Sun bhi le tu zara…
Waqt se kehde tu
Yeh tham ke dhaale zara
Mere hothon pe tu
Rkhde apni sada
Gungunalu tujhy
Zindagi ki tarah
Yunhi chupa lu tujhe
Apni palko taale
Na kisi ko mile
Fhir tu mere seva
Deewani yeh gadhi
Yunhi hi rhe thami
Tu jaye na kahin
Mein bhi rhun yehi
Choti se pyaas bhi,
Baaki rhe nahin,
Yun peele khumariyann
Mere khuda…
Mere khuda…
Sun bhi le tu zara…
Waqt se kehde tu
Yeh tham ke dhaale zara
Mere khuda…
Mere khuda…
Sun bhi le tu zara…
Waqt se kehde tu
Yeh tham ke dhaale zara.