Mere Humdam Na Chhedo Tum Lyrics – Dinesh Arjuna, Sadhana Sargam
Kismat ke sikke ke do pehloo hain
Jo bhi mile muskurake use gale lagana hain
Ek baar dard mein bhi
Hasne ka hunar haasil ho gaya
Toh phir apne aap ki
Har haar ek jeet ho jaati hain
Aur har maayushi ek nayi umeed
Mere humdam na chhedo tum
Ye baate chhod jaane ki
Mere humdam na chhedo tum
Ye baate chhod jaane ki
Ye mausam hain mohabbat ka
Ye mausam hain mohabbat ka
Ye shab hai dil lagane ki
Mere humdam na chhedo tum
Ye baate chhod jaane ki
Chale aao jahaan bhi ho
Tumhaare bin adhuri hoon
Chale aao jahaan bhi ho
Tumhaare bin adhuri hoon
Chale aao jahaan bhi ho
Tumhaare bin adhuri hoon
Adhure sher ghazlo ke
Adhuri dhoon hain gaane ki
Adhure sher ghazlo ke
Adhuri dhoon hain gaane ki
Ye mausam hain mohabbat ka
Ye shab hai dil lagane ki
Mere humdam na chhedo tum
Ye baate chhod jaane ki
Khuda se maangate tujhko nahi
Kuchh aur maagunga
Khuda se maangate tujhko nahi
Kuchh aur maagunga
Khuda se maangate tujhko nahi
Kuchh aur maagunga
Mile jo tu to hasrat kya
Rahe kuchh aur paane ki
Mile jo tu to hasrat kya
Rahe kuchh aur paane ki
Ye mausam hain mohabbat ka
Ye shab hai dil lagane ki
Mere humdam na chhedo tum
Ye baate chhod jaane ki
Zamane ho gaye
Rasta to tumhara dekhte aaye
Zamane ho gaye
Rasta to tumhara dekhte aaye
Zamane ho gaye
Rasta to tumhara dekhte aaye
Bachi umeed hain phir bhi
Tumhaare luat aane ki
Bachi umeed hain phir bhi
Tumhaare luat aane ki
Ye mausam hain mohabbat ka
Ye shab hai dil lagane ki
Mere humdam na chhedo tum
Ye baate chhod jaane ki
Tujhe bhi ishq hai mujhse
Chhupaye na chhupega oo
Tujhe bhi ishq hai mujhse
Chhupaye na chhupega oo
Tujhe bhi ishq hai mujhse
Chhupaye na chhupega oo
Abhi tum tod hi daalo
Kasam sab bhool jaane ki
Abhi tum tod hi daalo
Kasam sab bhool jaane ki
Ye mausam hain mohabbat ka
Ye shab hai dil lagane ki
Mere humdam na chhedo tum
Ye baate chhod jaane ki
Rind ko kya darate ho
Woh shayar hai jahaanwalo
Rind ko kya darate ho
Woh shayar hai jahaanwalo
Rind ko kya darate ho
Woh shayar hai jahaanwalo
Use na fikra hai apni
Na parwaah hai zamane ki
Use na fikra hai apni
Na parwaah hai zamane ki
Ye mausam hain mohabbat ka
Ye shab hai dil lagane ki
Mere humdam na chhedo tum
Ye baate chhod jaane ki.