Mera Rutha Balam Lyrics

in

"Mera Rutha Balam" Song Details:

Movie: Room No. 9 (1946)
Singer(s):Amirbai Karnataki
Lyricist(s):Nakhshab Jarchavi
Composer(s):Rasheed Attre
Music Director(s):Rasheed Attre
Genre(s):Playful
Director(s):Vedi
Music Label:© Saregama
Starring:Shyam, Randhir, Raja Paranjpe, Javdekar, Dar Kashmiri, Saroj Borkar, Geeta Nizami, K. N. Singh

Mera Rutha Balam Lyrics – Amirbai Karnataki

lyricsbogie.com
Mera rutha balam ho
Mera rutha sajan
Mera rutha balam ho
Mera rutha sajan
Apne ruthe baalam
Apne ruthe sajan
Ko manaungi
Mera rutha balam
Ho mera rutha sajan

Ha kabhi machlungi
Nas nas mein
Bankar umang
Kabhi nachungi hariday ki
Dhadkan ke sang
Kabhi nachungi hariday ki
Dhadkan ke sang
Main to nachungi
Main to nachungi
Gane sunaungi
Main to nachungi
Gane sunaungi
Apne ruthe balam
Apne ruthe sajan
Ko manaungi
Mera rutha balam
Ho mera rutha sajan

Kabhi sharmake
Kabhi sahrmake
Nazre bachaungi main
Kabhi sharmake
Nazre bachaungi main
Kabhi chhup chhup ke
Kabhi chhup chhup ke
Chhup chhup ke
Zulf lagau main
Kabhi chhup chhup ke
Chhup chhup ke
Zulf lagau main
Kabhi naino se
Kabhi naino se
Naina milaungi
Kabhi naino se
Naina milaungi
Apne ruthe balam
Apne ruthe sajan
Ko manaungi
Mera rutha balam
Ho mera rutha sajan

Mujhe in par bhi apna
Na janenge wo
Mujhe in par bhi apna
Na janenge wo
Kisi surat se bhi jab
Na manenge wo
Kisi surat se bhi jab
Na manenge wo
Unke charno pe
Unke charno pe
Shish namaungi
Unke charno pe
Shish namaungi
Apne ruthe balam
Apne ruthe sajan
Ko manaungi
Mera rutha balam ho
Mera rutha sajan
Mera rutha balam ho
Mera rutha sajan.

Mera Rutha Balam Lyrics PDF Download
Print PDF      PDF Download

never miss latest songs lyrics.

Sign up to receive an email whenever we post latest hindi song lyrics.

100% No Spamming.