Mera Gaon Na Jane Lyrics – Anuradha Paudwal, Chandan Dass
Ye sehere tamanna
Ameero ki duniya
Ye khudgarz aur
Bezameero ki duniya
Yahan sukh mujhe
Do jahan ka milla hain
Mera gaon jane
Kahan kho gaya hai
Mera gaon jane
Kahan kho gaya hai
Ye sehere tamanna
Ameero ki duniya
Ye khudgarz aur
Bezameero ki duniya
Yahan sukh mujhe do
Jahan ka milla hain
Mera gaon jane
Kahan kho gaya hai
Mera gaon jane
Kahan kho gaya hai
Woh gaaon ke bachhe
Woh bachho ki toli
Woh bholi woh
Masum chahat ki boli
Woh gaaon ke bachhe
Woh bachho ki toli
Woh bholi woh
Masum chahat ki boli
Woh gulli woh danda
Woh ladna woh jagdna
Magar hath phir
Dosti se pakdna
Woh manzar har ek
Yaad phir aa raha hain
Mera gaon jane
Kahan kho gaya hai
Mera gaon jane
Kahan kho gaya hai
Aalha udal ke kisse
Woh geeton ki ganga
Woh saawan ke jule
Woh chopaal woh
Aalha udal ke kisse
Woh geeton ki ganga
Woh saawan ke jule
Woh lut ta huaa
Pyaar woh zindagani
Hain mere liye bhuli
Bisari kahani
Chhalakti hain aankhe
Ye dil ro raha hain
Mera gaon jane
Kahan kho gaya hai
Mera gaon jane
Kahan kho gaya hai
Ye chandi ye sona
Ye heere ye moti
Thi anmol in sab
Se ek sukhi roti
Ye chandi ye sona
Ye heere ye moti
Thi anmol in sab
Se ek sukhi roti
Jo maine gawaye
Na koi gawaye
Ke ghar chhod koi
Na pardesh aaye
Milega na ab woh
Jo pichhe luta hain
Mera gaon jane
Kahan kho gaya hai
Mera gaon jane
Kahan kho gaya hai
Ye sehere tamanna
Ameero ki duniya
Ye khudgarz aur
Bezameero ki duniya
Yahan sukh mujhe
Do jahan ka milla hain
Mera gaon jane
Kahan kho gaya hai
Mera gaon jane
Kahan kho gaya hai.