Mehbooba Naam Hai Mera Lyrics

in

"Mehbooba Naam Hai Mera" Song Details:

Movie: Chaitali (1975)
Singer(s):Lata Mangeshkar
Lyricist(s):Anand Bakshi
Composer(s):Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal)
Music Director(s):Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal)
Genre(s):Mujra
Director(s):Hrishikesh Mukherjee
Music Label:© Saregama
Starring:Dharmendra, Saira Banu, Bindu, Ranjan, Asrani, Pradeep Kumar, Shyama, Asit Sen, Durga Khote
Release on:18th September, 1975

Mehbooba Naam Hai Mera Lyrics – Lata Mangeshkar

Zamane me mere
Charche sunoge deewano
Nahi sab yaad mujhko
Kitne mere naam rakhe hai
Mehabuba naam hai mera
Mehabuba naam hai mera
Aashiqo ko salam hai mera
Dilo ko jo jodna dilo ko jo jodna
Dilo ko jo jodna dilo ko jo jodna
Subho sham yahi kam hai mera
Mehabuba naam hai mera
Aashiqo ko salam hai mera

Badal jati hai ye aksar
Magar hai bewafa meri nazar
O bewafa meri
Koi phir bhi na samjhe to
Nahi khata isme meri
Nahi khata isme meri
Mere chehare pe likha
Ye dag to gam hai mera
Mehabuba naam hai mera
Aashiqo ko salam hai mera

lyricsbogie.com
Jawani me mohabbat
To hajaro log karte hai
Bahut kam sath jite hai aur
Bahut kam sath marte hai
Mohabbat ek wada hai
Jise hum sab ne toda hai
Jise hum sab ne toda hai

Kisi ko maine chhoda hai
Kisi ne mujhko chhoda hai
Kisi ne mujhko chhoda hai
Magar kyu naam duniya
Me fakat badnaam hai mera
Mehabuba naam hai mera
Aashiqo ko salam hai mera.

Mehbooba Naam Hai Mera Lyrics PDF Download
Print PDF      PDF Download

never miss latest songs lyrics.

Sign up to receive an email whenever we post latest hindi song lyrics.

100% No Spamming.

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *