Meethi Meethi Sardi Hain Lyrics – Lata Mangeshkar, Mohammed Aziz
Meethi meethi sardi hain
Bhigi bhigi raate hain
Aise mein chale aao
Fagun ka mahina hain
Mausam milan ka hain
Ab aur na tadapao
Sardi ke mahine mein ho
Mathe pe psina hain
Meethi meethi sardi hain
Kurban jau us dilruba ke
Kurban jau us dilruba ke
Palko pe rakhe jami se utha ke
Piya mere dil mein khi
Tere siva koi nahin
Dokha mujhe
Dena na dena na kabhi
Is noor ki wadi mein
Ae yaar tera chehra
Kudart ka nagina hain
Meethi meethi sardi hain
Jab se sanam ham tere huye hain
Teri mohobbat mein khoye huye hain
Aakhe meri dekhe zidar
Bas tu hi tu hain uadar
Kabhi meri aakho se
Khona na kabhi
Barfili gatao mein
Kya chandai bikhari hain
Aise mein juda rahkar
Jeena koi jeena hain
Mausam milan ka hain
Nargisi si aakhe maykhana jaise
Nargisi si aakhe maykhana jaise
Sach hoga lekin maanu mein kaise
Mujhe to nasa aa gaya
Dekho aji ji rahme haya
Piya mere dube ro tute na
Tute na kabhi
Duniya mein rahe saki
Haye tera maykhana
Do ghunt sahi lekin
In aankho se peena hain
O mitti mitti sardi
Bhigi bhigi raate hain
Aise mein chale aao
Sawan ka mahina hai
O mitti aah mitti sardi hain
Aah mausam milan ka hain.