Meethi Baato Mein Inki Lyrics – Krishna Kalle, Jaani Babu Qawwal
Meethi baato mein inki na aana kabhi
Meethi baato mein inki na aana kabhi
Inki chalo ka koi bharosa nahi
Meethi baato mein inki na aana kabhi
Inki chalo ka koi bharosa nahi
Meethi baato mein inki na aana kabhi
Inki chalo ka koi bharosa nahi
Inki chalo ka koi bharosa nahi
Inki chalo ka koi bharosa nahi
Lake majdhar mein
Lake majdhar mein chhod dete hai
Ishq walo ka koi bharosa nahi
Lake majdhar mein chhod dete hai
Ishq walo ka koi bharosa nahi
Chal jhuti
Inke ikarar jhute hai wade galat
Inke ikarar jhute hai wade galat
Inke ikarar jhute hai wade galat
Inki baato ka koi bharosa nahi
Inke ikarar jhute hai wade galat
Inki baato ka koi bharosa nahi
Inki baato ka koi bharosa nahi
Inki baato ka koi bharosa nahi
Ye bade sang dil hai
In husn walo ka koi bharosa nahi
Ye bade sang dil hai khuda ki kasam
In husn walo ka koi bharosa nahi
Pyar ke naam pe dhokha
Ye kiya karte hai
Naam wafao ka daga karte hai
Achhi surat nazar aayi to bane saudai
O harjai ye bade matlabi hai
Ye bade matlabi hai
Ye bade matlabi hai bade bewafa
Inke nalo ka koi bharosa nahi hai
Ye bade matlabi hai bade bewafa
Inke nalo ka koi bharosa nahi hai
Dikhne mein ye nazar aate
Hai bhole bhale
Inse dushman ka pala bhi
Na mukaddar dale
Parde mein ye dikhate hai
Suhane sapne
Apni hokar bhi ye zalim nahi hoti
Jane kab nag bankar ye das jayenge
Lambe balo ka koi bharosa nahi
Jane kab nag bankar ye das jayenge
Lambe balo ka koi bharosa nahi
Humko chhedoge to aasan
Nahi pachhtaoge
Are hum jo ruthenge to khud aap hi
Samjhaoge
Jaiye jaiye aaine mein surat dekho
Aji chhodiye chhodiye surat ko
Mohabbat dekho
Tum bade wo mana lete ho
Tum bhi to ladke ki
Mohabbat ka maza lete ho
Chhodo takrar chalo hath mila le aao
Bat jo sach hai zamane ko ga de aao.