Meethai Ki Dukan Lyrics – Gandhari, Geeta Ghosh Roy Chowdhuri (Geeta Dutt)
Meethai ki dukan meri
Dili ke bazar
Ho babu dilli ke bazar
Ho dilli ke bazar
Dilli ke bazar
Meethai ki dukan meri
Dili ke bazar
Ho babu dilli ke bazar
Ha laddu main bechu
Barfi main bechu
Ha laddu main bechu
Barfi main bechu
Naz de mujhpe
Tu na utha
Naz de mujhpe
Tu na utha
Dili ke bazar
Meethai ki dukan meri
Dili ke bazar
Ho babu dilli ke bazar
Kalkatte se aaye bangali
Kalkatte se aaye bangali
Wo jalebi khali
Muh me pani jeb hai khali
Muh me pani jeb hai khali
Mol kare har chiz ka babu
Paiso se lachar
Paiso se lachar
Meethai ki dukan meri
Dili ke bazar
Ho babu dilli ke bazar
Pindi se aaye punjanbi
Aye punjabi
Mithi sithi bat banaye
Ha bate banaye
Tarah tarah ki chiz mangaye
Chiz mangaye
Khaye or hazam kar jaye
Ho jaye farrad
Meethai ki dukan meri
Dili ke bazar
Ho babu dilli ke bazar
Surat se aaye gujrati
Surat se aaye gujrati
Mange dal chapati dal chapati
Are jara bhi laz na aati
Sandhya ka ye hai hasptal
Jo aaye yaha bimar
Meethai ki dukan meri
Dili ke bazar
Ho babu dilli ke bazar.