Media Se Lyrics – Paroma P. Dasgupta
Media se keh du kya
Main khule aam re
Haaye media se keh du
Kya main khule aam re
Ke balma band kamre
Mein raajneeti kare
Haaye ke balma band
Kamre mein raajneeti kare
Media se keh du kya
Main khule aam re
Haaye media se keh du
Kya main khule aam re
Ke balma band kamre
Mein raajneeti kare
Haaye ke balma band
Kamre mein raajneeti kare
Jo barchhi laathi
Kisi se kabhi na dare
Jab se bane hain to murjhaaye
Aise ki girte hi tum so pade
Bistar jo bole tha do ka
Pahaada duhaai maang le
Haan karta hai jee tod ke
Sara rishta rihaai maang le
Haaye raunak pehle jaisa
Dil mein naughty kare
Ki balma band kamre
Mein raajneeti kare
Media se keh du kya
Main khule aam re
Haaye media se keh du
Kya main khule aam re
Behlake fuslake
Balkhake lehra ke
Milte thi kaise gale
Main rooth jaati thi to
Woh manaate the
Lambe the woh silsile
Baahon mein bhar ke
Tumhaare lagaaoon
Yeh bhaaye na hamein
Ban jao tum mere
Dil ke minister
Sataao na hamein
Zara sambhlo din na
Aaye ke panauti bhare
Ke balma band kamre
Mein raajneeti kare are rey
Media se keh du kya
Main khule aam re
Haan,media se keh du
Kya main khule aam re
Ke balma band kamre
Mein raajneeti kare
Ke balma band kamre
Mein raajneeti kare
Ke balma band kamre
Mein raajneeti kare.