Matlab Ki Yeh Duniya Hai Lyrics

in

"Matlab Ki Yeh Duniya Hai" Song Details:

Movie: Halla Gulla (1954)
Singer(s):Asha Bhosle
Lyricist(s):Saba Afghani
Composer(s):Nisar Bazmi
Music Director(s):Nisar Bazmi
Genre(s):Sad
Director(s):Master Bhagwan
Music Label:© Saregama
Starring:Shakila

Matlab Ki Yeh Duniya Hai Lyrics – Asha Bhosle

lyricsbogie.com
Matlab ki yeh duniya hai
Yaha kaoun kisi ka hota hai
Matlab ki yeh duniya hai
Yaha kaoun kisi ka hota hai
Jeen ka dil beche wahi
Jeen ke par bharosa hota hai

Khun e jigar ko bahon se jeeta
Khun e jigar ko aag lage
Khun e jigar ko bahon se jeeta
Khun e jigar ko aag lage
Zare zare jab saari duniya
Rone se ab kya hota hai
Matlab ki yeh duniya hai
Yaha kaoun kisi ka hota hai

Baagh mein ser ko aaye the
Ek daag dil mein lete chale
Baagh mein ser ko aaye the
Ek daag dil mein lete chale
Rangeeniyo mein hum bhul gaye
Har phool mein kanta hota hai
Matlab ki yeh duniya hai
Yaha kaoun kisi ka hota hai

Behoshiyo mein dil kho baithe
Jab hosh aaya toh ye samjhe
Aa behoshiyo mein dil kho baithe
Jab hosh aaya toh ye samjhe
Jab kis ko muhabbat kahete hai
Jab kis ko muhabbat kahete hai
Darsal woh asal mein dhoka hota hai

Matlab ki yeh duniya hai
Yaha kaoun kisi ka hota hai
Dhoka de dete hai wahi
Jeen par bharosa hota hai.

Matlab Ki Yeh Duniya Hai Lyrics PDF Download
Print PDF      PDF Download

never miss latest songs lyrics.

Sign up to receive an email whenever we post latest hindi song lyrics.

100% No Spamming.