Matlab Ke Andhe Hai Lyrics – Mohammed Aziz
Matlab ke andhe hai
Lalach ke maare hai
Jazbaat ki hatya karte hai
Yeh woh hatyare hai
Jazbaat ki hatya karte hai
Yeh woh hatyare hai
Yeh woh hatyare hai
Yeh woh hatyare hai
Inke haathon giravi
Sab khwaab humare hai
Jazbaat ki hatya karte hai
Yeh woh hatyare hai
Jazbaat ki hatya karte hai
Yeh woh hatyare hai
Farishton se nazar aaye
Dharam avtaar lagate hai
Humein lekin darindon se bhu
Yeh khunkhaar lagate hai
Sharafat ka pehen zaawa
Sharafat ko lazate hai
Yahin woh log masumo ko
Jo zinda jalate hai
Yeh dil ke rishton pe
Chalte huye aare hai
Jazbaat ki hatya karte hai
Yeh woh hatyare hai
Jazbaat ki hatya karte hai
Yeh woh hatyare hai
Yeh woh hatyare hai
Yeh woh hatyare hai
Inki meherbaani se
Sukun ki maut achhi hai
Tadap ki zindagani se
Kahaan khawabon ki jannat hai
Mohabbat ka samandar hai
Ise sasuraal kya kahiye
Yeh ghar to sab se badtar hai
Humne to yahaan lamhein
Ro ro ke guzaare hai
Jazbaat ki hatya karte hai
Yeh woh hatyare hai
Jazbaat ki hatya karte hai
Yeh woh hatyare hai
Yeh woh hatyare hai
Yeh woh hatyare hai
Agar bhagvaan behra
Ho to usko yaad kya kije
Jahaan pe dard ho haatim
Wahan pe fariyaad kya kije
Khushi se kaatilo mein kaun
Likhvata hai naam apna
Bahot majboor hone par liye hai
Intaqaam apna
Hum sab se jeete hai
Taqdeer se haare hai
Jazbaat ki hatya karte hai
Yeh woh hatyare hai
Jazbaat ki hatya karte hai
Yeh woh hatyare hai
Matlab ke andhe hai
Lalach ke maare hai
Jazbaat ki hatya karte hai
Yeh woh hatyare hai.