Matlab Lyrics – Yasser Desai
मेरा इश्क़ तो उसके लिए
सीढ़ियों से ज़्यादा कुछ नहीं था
प्यार में मुझे करके इस्तेमाल
छोड़ा जैसे मैं अजनबी था
दिल से जो थामा होता
तो हाथ छूटते नहीं
मतलब निकाल गया तो
अब वो पूछते नहीं
अब वो पूछते नहीं
मौसम बदल गया तो
अब वो पूछते नहीं
अब वो पूछते नहीं
मैं उसे चाहता रहा पागल की तराह
और वो आके चली गयी बादल की तराह
ज़िंदगी में उसकी मैं था एक जरिया
मैं था कश्ती दिल था मेरा एक दरिया
मुझपे चल के उसने पाये है किनारे
पूरे मुझसे ही किए है ख्वाब सारे
थे काँच से भी कच्चे
वादे जो होते सच्चे
तो वादे टूटते नहीं
मतलब निकाल गया तो
अब वो पूछते नहीं
अब वो पूछते नहीं
मौसम बदल गया तो
अब वो पूछते नहीं
अब वो पूछते नहीं.
Mera ishq to uske liye
Seedhiyon se zyada kuch nahi tha
Pyar mein mujhe karke istemaal
Chhoda jaise main ajnabi tha
Seene mein dil na rota
Dil se jo thama hota
To hath chhoot’te nahi
Matlab nikal gaya to
Ab woh poochhte nahi
Ab woh poochhte nahi
Mausam badal gaya to
Ab woh poochhte nahi
Ab woh poochhte nahi
Main use chahata raha paagal ki tarah
Aur woh aake chali gayi baadal ki tarah
Zindagi mein uski main tha ek zariya
Main tha kashti dil tha mera ek dariya
Mujhpe chal ke usne paaye hain kinaare
Poore mujhse hi kiye hain khwaab saare
Vaade jo hote sacche
To vaade toot’te nahi
Matlab nikal gaya to
Ab woh poochhte nahi
Ab woh poochhte nahi
Mausam badal gaya to
Ab woh poochhte nahi
Ab woh poochhte nahi.